Unns 2006 - Download Mp3 Song

Unns 2006

Unns 2006

Bhupender Gupta
None
None
Juhi Babbar, Charlie, Chitrapama

album songs
Khwaabon Mein Sargoshi Se
Singer : Hariharan

Khwaabon Mein Sargoshi Se Lyrics

Song Title = Khwaabon Mein Sargoshi Se
Movie/Album = Unns (2006)
Singer(s) = Hariharan

Mp3 Song Lyrics

((sa pa ma sa sa pa ma re ga
sa pa ma sa sa pa ma re ga
sa pa ma sa sa pa ma re ga
sa pa ma sa sa pa ma re ga

khwaabon mein sargoshi se
yaadon mein khamoshi se
khwaabon mein sargoshi se
yaadon mein khamoshi se
kohre pe chalke jo aata hai
kohre pe chalke
kohre pe chalke jo aata hai
kuchh kehke jo chhup jaata hai
yeh shak hai yeh yakeen hai mujhko
woh tum ho - 4
khwaabon mein sargoshi se
yaadon mein khamoshi se
kohre pe chalke jo aata hai
kuchh kehke jo chhup jaata hai
yeh shak hai yeh yakeen hai mujhko
woh tum ho - 4

patjhad ki shaam ki tanhaai
dil pe bichhi hui thi harsu
patjhad ki shaam ki tanhaai
dil pe bichhi hui thi harsu
ab khil rahi hai dhadkan dhadkan
yeh kiski aahaton ki khushbu
mehsoos main jise karta hoon mehsoos main jise
mehsoos main jise karta hoon
jise paane ka dam bharta hoon
yeh shak hai yeh yakeen hai mujhko
woh tum ho - 4
khwaabon mein sargoshi se
yaadon mein khamoshi se

sa pa ma pa ga ma pa ga sa pa ma pa ga
sa pa ma pa ga ma pa ga sa pa ma pa ga

aankhon ki surmaii vaadi mein
pehle thi beqaraari chhayi
aankhon ki surmaii vaadi mein
pehle thi beqaraari chhayi
lene lagi hai madhham madhham
yeh kiski aarzoo angdaai
har dard chun liya hai jisne har dar chun liya
har dard chun liya hai jisne
mujhko badal diya hai jisne
yeh shak hai yeh yakeen hai mujhko
woh tum ho - 4
khwaabon mein sargoshi se
yaadon mein khamoshi se
kohre pe chalke jo aata hai
kuchh kehke jo chhup jaata hai
yeh shak hai yeh yakeen hai mujhko
woh tum ho - 4

sa pa ma sa sa pa ma re ga
sa pa ma sa sa pa ma re ga
sa pa ma sa sa pa ma re ga
sa pa ma sa sa pa ma re ga...))

Posted by : {Ritu Kesharwani}

Khwaabon Mein Sargoshi Se Video

Video Description :

Khwaabon Mein Sargoshi Se download mp3 song

Recent Tags : Khwaabon Mein Sargoshi Se Lyrics | Khwaabon Mein Sargoshi Se Video Song | Khwaabon Mein Sargoshi Se free play mp3 song | Khwaabon Mein Sargoshi Se free download mp3 song | Khwaabon Mein Sargoshi Se Full Video Song | Free Khwaabon Mein Sargoshi Se movie songs | Khwaabon Mein Sargoshi Se free songs | Khwaabon Mein Sargoshi Se play online | Khwaabon Mein Sargoshi Se free mp3 song download | Khwaabon Mein Sargoshi Se online play Song | Khwaabon Mein Sargoshi Se Hindi Lyrics | Khwaabon Mein Sargoshi Se Lyrics | Khwaabon Mein Sargoshi Se online mp3 songs | Khwaabon Mein Sargoshi Se full songs | Khwaabon Mein Sargoshi Se online music | Khwaabon Mein Sargoshi Se free Video | Khwaabon Mein Sargoshi Se online Video | Khwaabon Mein Sargoshi Se mp3 Download | Free Download Khwaabon Mein Sargoshi Se song