Khushnuma Sa Ye Roshan Ho Lyrics, Singer & Song Details

Knock Out 2010 album cover

Knock Out 2010 Album Details

Mani Shankar
Gourav Dasgupta
Shellee
Sanjay Dutt, Kangana Ranaut, Irfan Khan, Gulshan Grover, Rukhsar Rehman, Sushant

album songs
Khushnuma Sa Ye Roshan Ho
Singer : Krishna Beura

Khushnuma Sa Ye Roshan Ho Lyrics

Song Title = Khushnuma Sa Ye Roshan Ho
Movie/Album = Knock Out (2010)
Singers = Krishna Beura
Song Lyricists = Shellee
Music Composer = Gourav Dasgupta
Director = Mani Shankar

Mp3 Song Lyrics

((Khushnuma sa woh mausam kya hua
Saans lena kyun bojal sa hua
Gardishon se main gira
Sheesha aye dil toota sa
Kis se shikwa karoon main gila

Khushnuma sa woh mausam kya hua
Saans lena kyun bojal sa hua
Gardishon se main gira
Sheesha aye dil toota sa
Kis se shikwa karoon main gila

Dil mein kaisi hai khalbali
Na jaane kya hua
Main hoon kitna tanha oh khuda
Dil mein kaisi hai khalbali

Na jaane kya hua
Main hoon kitna tanha oh khuda
Khushnuma sa woh mausam kya hua
Saans lena kyun bojal sa hua

Teri hi dhun mein teri lagan mein
Tune kiya sab adaa
Teri raza mein meri raza hai
Undha hai naam tera

Teri hi dhun mein teri lagan mein
Tune kiya sab adaa
Teri raza mein meri raza hai
Undha hai naam tera

Maule mere, mere khuda
Rehmat teri banda hai kya
Dil mein kaisi hai khalbali
Na jaane kya hua

Main hoon kitna tanha oh khuda
Dil mein kaisi hai khalbali
Na jaane kya hua
Main hoon kitna tanha oh khuda

Yaadon ke har lamhe mein nihaan hai
Khushboo hai zikar tera
Seerat jaise paak ho daaman
Baatein ho jaise dua

Yaadon ke har lamhe mein nihaan hai
Khushboo hai zikar tera
Seerat jaise paak ho daaman
Baatein ho jaise dua

Tera junoon ishq mera
Ik dooje se ho kaise judaa
Dil mein kaisi hai khalbali
Na jaane kya hua

Main hoon kitna tanha oh khuda
Dil mein kaisi hai khalbali
Na jaane kya hua
Main hoon kitna tanha oh khuda

Maule mere, mere khuda
Maule mere, mere khuda
Rehmat teri banda hai kya

Gardishon se main gira
Sheesha aye dil toota sa
Kis se shikwa karoon main gila
Khushnuma sa...))

Posted by : {Ritu Kesharwani}

About Khushnuma Sa Ye Roshan Ho

Khushnuma Sa Ye Roshan Ho is a song from Knock Out 2010. It is sung by Krishna Beura. Lyrics are credited to Shellee. Music information: Gourav Dasgupta. Read the lyrics above and view the Knock Out 2010 album song list for more songs and album details.