Khushiyan Hon Teri Hamdam Lyrics, Singer & Song Details

Diljalaa 1987 album cover

Diljalaa 1987 Album Details

Bapu
Bappi Lahiri
Indeevar
Rita Bhaduri, Kamal Chopra, Danny Denzongpa

album songs
Khushiyan Hon Teri Hamdam
Singer : Asha Bhosle

Khushiyan Hon Teri Hamdam Lyrics

Song Title = Khushiyan Hon Teri Hamdam
Song Lyrics Movie = Diljalaa (1987)
Singers = Asha Bhosle
Song Lyricists = Indeevar
Music Director = Bappi Lahiri
Director = Bapu

Mp3 Song Lyrics

((Phoolo ki tujhe raah mile
Teri umra ho chand sitaro ki
Pyar mein tujh ko mile na dhoka
Wafa mile ghamkharo ki

Dekhti ho zidhar aaye to hi nazar
Tujh mein hai wo kashis wo asar
Khusiyan ho teri hum dum
Tere dar pe jaane aalam
Dastak na de koi gam ye dua
Hai meri ye dua
Hai meri ye dua
Dekhti ho zidhar aaye to hi nazar
Tujh mein hai wo kashis wo asar
Khusiyan ho teri hum dum
Tere dar pe jaane aalam
Dastak na de koi gam ye dua

Riste hazar lekin
Rista hai jo humara
Wo pyar se bhi pyara
Main kahu na kahu
Riste hazar lekin
Rista hai jo humara
Wo pyar se bhi pyara
Main kahu na kahu
Khusiyan ho teri hum dum
Tere dar pe jaane aalam
Dastak na de koi gam ye dua
Hai meri ye dua
Hai meri ye dua

Halaat laakh badle
Mera pyar na badlega
Tere saath hi rahega
Main rahu na rahu
Halaat laakh badle
Mera pyar na badlega
Tere saath hi rahega
Main rahu na rahu
Khusiyan ho teri hum dum
Tere dar pe jaane aalam
Dastak na de koi gam ye dua
Hai meri ye dua
Hai meri ye dua
Dekhti ho zidhar aaye to hi nazar
Tujh mein hai wo kashis wo asar
Khusiyan ho teri hum dum
Tere dar pe jaane aalam
Dastak na de koi gam ye dua
Hai meri ye dua...))

Posted by : {Anamika Tyagi}

About Khushiyan Hon Teri Hamdam

Khushiyan Hon Teri Hamdam is a song from Diljalaa 1987. It is sung by Asha Bhosle. Lyrics are credited to Indeevar. Music information: Bappi Lahiri. Read the lyrics above and view the Diljalaa 1987 album song list for more songs and album details.