Khushboo Tumhare Pyar Ki Lyrics, Singer & Song Details

Dilwale Kabhi Na Hare 1992 album cover

Dilwale Kabhi Na Hare 1992 Album Details

V.N. Menon
Nadeem Saifi, Shravan Rathod
Mahendra Dehlvi
Rahul Roy, Prithvi, Nagma

album songs
Khushboo Tumhare Pyar Ki
Singer : Alka Yagnik, Kumar Sanu

Khushboo Tumhare Pyar Ki Lyrics

Song Lyrics Title = Khushboo Tumhare Pyar Ki
Song Lyrics Movie = Dilwale Kabhi Na Hare (1992)
Singers = Alka Yagnik, Kumar Sanu
Song Lyricists =Mahendra Dehlvi
Music Director =Nadeem Saifi, Shravan Rathod
Director =V.N. Menon
Music Label =Eagle Music

Mp3 Song Lyrics

((Khushbu tumhare payr ki aati hai pawan me
Khushbu tumhare payr ki aati hai pawan me
Sunti hu ke tum aaoge is baar sawan me
Khushbu tumhare payr ki aati hai pawan me
Sunti hu ke tum aaoge is baar sawan me
Khushbu tumhare payr ki aati hai pawan me

Baho ke phul kuch nahi meri nigaho me
Baho ke phul kuch nahi meri nigaho me
Lo maine apni palke bichha di hai raho me
Lo maine apni palke bichha di hai raho me
Aao ke bahar aaye mere dil ke chaman me
Khushbu tumhare payr ki aati hai pawan me

Pehle to tumse shikve karungi ladungi mai
Pehle to tumse shikve karungi ladungi mai
Lagkar tumhare sine se phir ro padungi mai
Lagkar tumhare sine se phir ro padungi mai
Kya kya khayal aate hai tarse huye man me
Khushbu tumhare payr ki aati hai pawan me
Sunti hu ke tum aaoge is baar sawan me
Khushbu tumhare payr ki aati hai pawan me
Ek bar phir pukar mere yaar sawan me
Khushbu tumhare payr ki aati hai pawan me

Puchhenge hal aur sunayenge hal hum
Puchhenge hal aur sunayenge hal hum
Ek sans me karenge hazaro sawal hum
Ek sans me karenge hazaro sawal hum
Ye sochke thandak si padi dil ki jalan me
Khushbu tumhare payr ki aati hai pawan me
Khushbu tumhare payr ki aati hai pawan me.))

Posted by = { Ritu Kesharwani }

About Khushboo Tumhare Pyar Ki

Khushboo Tumhare Pyar Ki is a song from Dilwale Kabhi Na Hare 1992. It is sung by Alka Yagnik, Kumar Sanu. Lyrics are credited to Mahendra Dehlvi. Music information: Nadeem Saifi, Shravan Rathod. Read the lyrics above and view the Dilwale Kabhi Na Hare 1992 album song list for more songs and album details.