Khul Kabhi Toh Lyrics, Singer & Song Details

Haider 2014 album cover

Haider 2014 Album Details

Vishal Bhardwaj
Vishal Bhardwaj
Gulzar
Shahid Kapoor, Tabu, Shraddha Kapoor, Kay Kay Menon

album songs
Khul Kabhi Toh
Singer : Arijit Singh

Khul Kabhi Toh Lyrics

Song Title = Khul Kabhi Toh
Movie/album = Haider (2014)
Singers = Arijit Singh
Song Lyricists = Gulzar
Music Director = Vishal Bhardwaj
Director = Vishal Bhardwaj

Mp3 Song Lyrics

((Khul kabhi to, khul kabhi kahin
Main aasmaan, tu meri zameen
Boond-boond barsun main
Paani-paani khelun-khelun aur beh jaaun
Geele-geele hothon ko main
Baarishon se choomun-choomun aur keh jaaun
Tu..zameen hai, tu..meri zameen

Khul kabhi toh, khul kabhi kahin
Main aasmaan, tu meri zameen

Mmmm..

Lab tere yun khule jaise harf thhe
Honth par yun ghule jaise barf thhe
Aana zara-zara main haule-haule
Saans-saans senk doon tujhe

Lab tere yun khule jaise harf thhe
Honth par yun ghule jaise barf thhe
Tu hi tu hai, main kahin nahi

Hmm..khul kabhi to, khul kabhi kahin
Hmm..main aasmaan, tu meri zameen

Jhuk ke jab jhumka main choom raha tha
Der tak gulmohar jhoom raha tha
Jal ke main sochta tha =
Gulmohar ki aag hi mein phenk doon tujhe

Jhuk ke jab jhumka main choom raha tha
Der tak gulmohar jhoom raha tha
Tu meri kasam, tu mera yaqeen

Khul kabhi toh, khul kabhi kahin
Main aasmaan, tu meri zameen
Boond boond barsun main
Paani-paani kehlun-khelun aur beh jaaun
Mmm..geele-geele honthon ko main
Baarishon se choomun-choomun aur keh jaaun..))

Posted by : {Anamika Tyagi}

About Khul Kabhi Toh

Khul Kabhi Toh is a song from Haider 2014. It is sung by Arijit Singh. Lyrics are credited to Gulzar. Music information: Vishal Bhardwaj. Read the lyrics above and view the Haider 2014 album song list for more songs and album details.