Khuda Ke Liye Lyrics, Singer & Song Details

Aazaan 2011 album cover

Aazaan 2011 Album Details

Prashant Chadha
Salim, Sulaiman Merchant
Amitabh Bhattacharya
Sachiin J Joshi, Candice Boucher

album songs
Khuda Ke Liye
Singer : Salim Merchant, Shraddha

Khuda Ke Liye Lyrics

Song lyrics title = Khuda Ke Liye
Song lyrics movie = Aazaan (2011)
singer = Salim Merchant, Shraddha Pandit
Song Writer = Amitabh Bhattacharya
Music Composer = Salim - Sulaiman


mp3 song lyrics


((I feel now that our love is on)

Kyun mehroom neendh-veendh se hai raatein
Guzarti subah bhi hai khayal mein (I feel now)
Kyun lage khaas kal jo thi fizool baatein
Hai tabdeeliyan bhi dil ke haal mein
Aye mere dil yeh bataa
Kis intezaar mein tu beqaraar hai

Khuda ke liye, pardah nahin karna
Khuda ke liye, ab naa nahin karna
Khuda ke liye, mujhse yehi kehna
Ke tujhe pyaar ho gaya khuda ke liye

(I feel now that our love is on)
Khuda ke liye, khuda ke liye ..

Jazbaat pehne hai aaj dhadkane
Dil mein tasalli hai na ki tadpane
Zinda hui hai bejaan khwahishein
Ek saath suljhi hai aaj uljhane
Hal hue hal hue, raahaton se rubaru
Hal hue hal hue, jitne sawaal hain

Khuda ke liye, pardah nahin karna
Khuda ke liye, ab naa nahin karna
Khuda ke liye, mujhse yehi kehna
Ke tujhe pyaar ho gaya khuda ke liye

(I m feeling now that our love is on)
Khuda ke liye, khuda ke liye ..

I can see the love light shining deep inside your eyes
Tell me why just tell me why you wanna a high
I can see your billion fires going in your per
Tell me why just tell me why you wanna a high

Aye mere dil yeh bataa
Kis intezaar mein tu beqaraar hai

Khuda ke liye, pardah nahin karna
Khuda ke liye, ab naa nahin karna
Khuda ke liye, mujhse yehi kehna
Ke tujhe pyaar ho gaya khuda ke liye

(I feeling now that our love is on)
Khuda ke liye, khuda ke liye ..))


Posted by : {Anamika Tyagi}

Khuda Ke Liye Video

About Khuda Ke Liye

Khuda Ke Liye is a song from Aazaan 2011. It is sung by Salim Merchant, Shraddha. Lyrics are credited to Amitabh Bhattacharya. Music information: Salim, Sulaiman Merchant. Read the lyrics above and view the Aazaan 2011 album song list for more songs and album details.