Khuda Kare Ke Mohabbat Main Lyrics, Singer & Song Details

Sanam 1997 album cover

Sanam 1997 Album Details

Aziz Sejawal
Anand, Milind Shrivastav
Sameer
Sanjay Dutt, Manisha Koirala, Vivek Mushran, Shakti Kapoor, Gulshan Grover

album songs
Khuda Kare Ke Mohabbat Main
Singer : Pankaj Udhas

Khuda Kare Ke Mohabbat Main Lyrics

Song Title = Khuda Kare Ke Mohabbat Main
Movie/album = Sanam (1997)
Singers = Pankaj Udhas
Song Lyricists = Sameer
Music Director = Anand Shrivastav, Milind Shrivastav
Director = Aziz Sejawal

Mp3 Song Lyrics

((Khuda kare...
Khuda kare ke mohabbat mein voh makaam aaye
Khuda kare ke mohabbat mein voh makaam aaye
Mere labon pe hamesha sanam ka naam aaye
Mere labon pe hamesha sanam ka naam aaye
Khuda kare ho o o...

Koi mita na sake dil ke is fasane ko
Koi mita na sake dil ke is fasane ko
Karoon main yaad tujhe bhool ke jamane ko
Uthe jo meri nazar tera hi salaam aaye
Mere labon pe hamesha sanam ka naam aaye
Mere labon pe hamesha sanam ka naam aaye
Khuda kare ho o o...

Deewanepan ka nasha saari umar na utre
Deewanepan ka nasha saari umar na utre
Wafa ki bandgi mein apni zindagi gujre
Deewane dil ki tadap kuch to tere kaam aaye
Mere labon pe hamesha sanam ka naam aaye
Mere labon pe hamesha sanam ka naam aaye
Khuda kare ke mohabbat mein voh makaam aaye
Mere labon pe hamesha sanam ka naam aaye
Mere labon pe hamesha sanam ka naam aaye
Khuda kare ho o o...))

Posted by : {Ritu Kesharwani}

About Khuda Kare Ke Mohabbat Main

Khuda Kare Ke Mohabbat Main is a song from Sanam 1997. It is sung by Pankaj Udhas. Lyrics are credited to Sameer. Music information: Anand, Milind Shrivastav. Read the lyrics above and view the Sanam 1997 album song list for more songs and album details.