Khuda Jaane Revisited Lyrics, Singer & Song Details

Bachna Ae Haseeno 2008 album cover

Bachna Ae Haseeno 2008 Album Details

Siddharth Anand
Vishal, Shekhar
Anvita Dutt Guptan
Ranbir Kapoor, Bipasha Basu, Minissha Lamba

album songs
Khuda Jaane Revisited
Singer : K.K., Shilpa Rao

Khuda Jaane Revisited Lyrics

Song Lyrics = Khuda Jaane Ke Main Fida Hu
Song Lyrics Movie or Album = Bachna Ae Haseeno
Singer(s) = K.K., Shilpa Rao
Music Director(s) = Vishal-Shekhar
Lyricist(s) = Anvita Dutt Guptan


Mp3 Song Lyrics

(((sajde mein yun hi jhukta hu, tum pe hi aake rukata hu
kya yeh sabko hota hai
humko kya lena hai sab se, tum se hi sab baate abb se
ban gaye ho tum meri duwa) - (2)
khuda jaane ke main fida hu, khuda jaane main mitt gaya
khuda jaane yeh kyun huwa hai, ke ban gaye ho tum mere khuda

tu kahe to tere hi kadam ke main nishano pe chalu ruku ishaare pe
tu kahe to khwabon ka bana ke main bahana sa mila karu sirhaane pe
ho tum pe dil ki baate sikhee, tum se hi yeh raahe sikhee
tum pe mar ke main to jee gaaya
khuda jaane ke main fida hu, khuda jaane main mitt gaya
khuda jaane yeh kyun huwa hai, ke ban gaye ho tum mere khuda

dil kahe ke aaj to chupa lo tum panaho mein
ke darr hai tum ko kha dunga
dil kahe sambhal jara khushi ko na najar laga
ke darr hai mein to ro dunga
o karti hu sau vaade tum se, baandhe dil ke dhaage tum se
yeh tumhe na jaane kya huwa
khuda jaane ke main fida hu, khuda jaane main mitt gaya
khuda jaane yeh kyun huwa hai, ke ban gaye ho tum mere khuda
sajde mein yu hi jhukta hu, tum pe hi aake rukata hu
kya yeh sab ko hota hai
hum ko kya lena hai sab se, tum se hi sab baatein abb se
ban gaye ho tum meri duwa
khuda jaane ke main fida hu, khuda jaane main mitt gaya
khuda jaane yeh kyun huwa hai, (ke ban gaye ho tum mere khuda -2) ))


Posted by : {Anamika Tyagi}

Khuda Jaane Revisited Video

About Khuda Jaane Revisited

Khuda Jaane Revisited is a song from Bachna Ae Haseeno 2008. It is sung by K.K., Shilpa Rao. Lyrics are credited to Anvita Dutt Guptan. Music information: Vishal, Shekhar. Read the lyrics above and view the Bachna Ae Haseeno 2008 album song list for more songs and album details.