Khuda Huzoor Ko Lyrics, Singer & Song Details

Sawan Ki Ghata 1966 album cover

Sawan Ki Ghata 1966 Album Details

Shakti Samanta
Omkar Prasad Nayyar
S. H. Bihari
Manoj Kumar, Sharmila Tagore, Mumtaz

album songs
Khuda Huzoor Ko
Singer : Asha Bhosle, Usha Mangeshkar

Khuda Huzoor Ko Lyrics

Song Title = Khuda Hazoor Ko
Movie/Album = Sawan Ki Ghata (1966)
Singers = Asha Bhosle, Usha Mangeshkar
Song Lyricists = Shamsul Huda Bihari (S. H. Bihari)
Music Director = Omkar Prasad Nayyar
Director = Shakti Samanta

Mp3 Songs Lyrics

((Khuda huzur ko meri bhi zindagi de de
Khuda huzur ko meri bhi zindagi de de
Bagair aapke behtar hai mera mar jana
Na ho ye shama to mahfil ka rang kya hoga
Na ho ye shama to mahfil ka rang kya hoga
Jiyega kaise andhere me koi parwana
Khuda huzur ko meri bhi zindagi dede
Khuda huzur ko

Rahe huzur ki hum par nigahe karam
To hum khuda ko na dhudhe kabhi
Khuda ki kasam
Rahe huzur ki hum par nigahe karam
To hum khuda ko na dhudhe kabhi
Khuda ki kasam
Hamare waste jannat hai aapki bahe
Hamare waste jannat hai aapki bahe
Hila sakegi na dunia kabhi wafa ke kadam
Khuda huzur ko meri bhi zindagi de de
Bagair aapke behtar hai mera mar jana
Khuda huzur ko

Wo bijliya hai
Wo bijliya hai najar me jo badlo me nahi
Sharab or bhi hai
Sharab or bhi hai sirf boltlo me nahi
Wo bijliya hai najar me jo badlo me nahi
Sharab or bhi hai sirf boltlo me nahi
Jara si bat hai dunia agar ise samjhe
Jara si bat hai dunia agar ise samjhe
Jara si bat jara si bat
Jara si bat hai dunia agar ise samjhe
Lo shama dil me jo jalti hai mahfilo me nahi
Khuda huzur ko meri bhi zindagi de de
Bagair aapke behtar hai mera mar jana
Na ho ye shama to mahfil ka rang kya hoga
Jiyega kaise andhere me koi parwana
Khuda huzur ko meri bhi zindagi dede
Khuda huzur ko.))

Posted by : {Ritu Kesharwani}

About Khuda Huzoor Ko

Khuda Huzoor Ko is a song from Sawan Ki Ghata 1966. It is sung by Asha Bhosle, Usha Mangeshkar. Lyrics are credited to S. H. Bihari. Music information: Omkar Prasad Nayyar. Read the lyrics above and view the Sawan Ki Ghata 1966 album song list for more songs and album details.