Khud Se Har Koi Rootha Lyrics, Singer & Song Details

Veergati 1995 album cover

Veergati 1995 Album Details

K. K. Singh
Aadesh Shrivastava
Indeevar
Salman Khan, Divya Dutta, Atul Agnihotri, Pooja Dadwal, Akhilendra Mishra

album songs
Khud Se Har Koi Rootha
Singer : Kumar Sanu, Poornima

Khud Se Har Koi Rootha Lyrics

Song Title = Khud Se Har Koi Rootha
Movie/album = Veergati (1995)
Singers = Kumar Sanu, Poornima
Song Lyricists = Indeevar (Shyamalal Babu Rai)
Music Composer = Aadesh Shrivastava
Director = K.K. Singh

Mp3 Song Lyrics

((khud se har koi rutha hai kuch sacha kuch jhutha hai
khud se har koi rutha hai kuch sacha kuch jhutha hai
dunia me hai tum aur hum dunia me hai tum aur hum
itni khushiya kya hai kum
jiwan ki hai ye to galiya chhodo kate chun lo kaliya

apno se jo rahte hai jud ke unke dil kab tute hai
are apno se jo rahte hai jud ke unke dil kab tute hai
sache rishte pyar ke rishte sache rishte pyar ke rishte
baki rishte jhuthe hai ho
jiwan ki hai ye to galiya chhodo kate chun lo kaliya

aag lagi hai jo nafrat ki aag lagi hai jo nafrat ki
wo na dabegi takat se are aag lagi hai jo nafrat ki
wo na dabegi takat se ya to bujhegi ye ashko se
ya to bujhegi ye ashko se ya to bujhegi chahat se
jiwan ke hai ho ye to galiya chhodo kate chun lo kaliya

are khud se har koi rutha hai kuch sacha kuch jhutha hai
dunia me hai tum aur hum dunia me hai tum aur hum
itni khushiya kya hai gum..))

Posted By : {Anamika Tyagi}

About Khud Se Har Koi Rootha

Khud Se Har Koi Rootha is a song from Veergati 1995. It is sung by Kumar Sanu, Poornima. Lyrics are credited to Indeevar. Music information: Aadesh Shrivastava. Read the lyrics above and view the Veergati 1995 album song list for more songs and album details.