Khilona Ban Ke Lyrics, Singer & Song Details

Papi Pet Ka Sawal Hai 1984 album cover

Papi Pet Ka Sawal Hai 1984 Album Details

Sohanlal Kanwar
Jaikishan, Shankar
M. G. Hashmat
Rajesh Khanna, Jaya Prada, Shatrughan Sinha

album songs
Khilona Ban Ke
Singer : Asha Bhosle

Khilona Ban Ke Lyrics

Song Title = Khilona Ban Ke
Movie/Album = Papi Pet Ka Sawal Hai (1984)
Singer = Asha Bhosle
Lyricist = M G Hashmat
Music Director = Shankarsinh Raghuwanshi,
Jaikishan Dayabhai Pankal
Film Director = Sohanlal Kanwar

Mp3 Song Lyrics

((na mohabbat na mai ijajat
khilona ban ke mai aa gayi hu
hai parde ki to hai parde
mai aaj parde me aa gayi hu
mai aaj parde me aa gayi hu
na mohabbat na mai ijajat
khilona ban ke mai aa gayi hu
khilona ban ke mai aa gayi hu

karam se dekho kahar se dekho
mujhe kisi bhi najar se dekho
karam se dekho kahar se dekho
mujhe kisi bhi najar se dekho
kisi ki khatir bani tamasha
kisi ke dhokhe me aa gayi hu
kisi ki khatir bani tamasha
kisi ke dhokhe me aa gayi hu
khilona ban ke mai aa gayi hu

mujhe sikayat nahi kisi se
na dosto se na dushmno se
mujhe sikayat nahi kisi se
na dosto se na dushmno se
chirage dard se jala hai daman
o jaan khane mai aa gayi hu
chirage dard se jala hai daman
o jaan khane mai aa gayi hu
khilona ban ke mai aa gayi hu

nakab hampe nakad unse
nakab uthne me der kya hai
nakab hampe nakad unse
nakab uthne me der kya hai
vo dekh aaj apna chehra
ke shisha banke mai aa gayi hu
na mohabbat na mai ijajat
khilona ban ke mai aa gayi hu
khilona ban ke mai aa gayi hu...))

Posted By : {Anamika Tyagi}

About Khilona Ban Ke

Khilona Ban Ke is a song from Papi Pet Ka Sawal Hai 1984. It is sung by Asha Bhosle. Lyrics are credited to M. G. Hashmat. Music information: Jaikishan, Shankar. Read the lyrics above and view the Papi Pet Ka Sawal Hai 1984 album song list for more songs and album details.