Khayalon Mein Bhi Lyrics, Singer & Song Details

Raaz 3 2012 album cover

Raaz 3 2012 Album Details

Vikram Bhatt
Jeet Ganguly
Rakesh Kumar
Emraan Hashmi, Bipasha Basu, Esha Gupta

album songs
Khayalon Mein Bhi
Singer : Shreya Ghoshal

Khayalon Mein Bhi Lyrics

Song Title = Khayalon Mein Bhi
Movie/album = Raaz 3 (2012)
Singers = Shreya Ghoshal
Song Lyricists = Rakesh Kumar (Kumaar)
Music Director = Jeet Ganguly
Director = Vikram Bhatt

Mp3 Song Lyrics

((Khayalon mein bhi
Hai khaabon mein bhi
Koi aane laga, hai yaadon mein bhi
Aye dil mere mehsoos kar inn aahaton ko
Dhadkan ne jo seene mein lee unn karwaton ko
Aye khuda... Aye khuda...
Main hui mujh se juda
Khayalon mein bhi
Hai khaabon mein bhi
Koi aane laga hai yaadon mein bhi

Din mein bhi wahi saans lene laga
Raaton mein bhi meri wo hi toh basa hai
Palko pe rehne ki dhoondta hai jagah
Khayalon mein bhi
Hai khaabon mein bhi
Hai khaabon mein bhi
Koi aane laga hai yaadon mein bhi

Dil jise mera pyaar karne laga
Aankhein bhi uski hi raah mein ruki hai
Kaun hai woh magar yeh nahi hai pata
Khayalon mein bhi
Hai khaabon mein bhi
O koi aane laga hai yaadon mein bhi
Aye dil mere mehsoos kar in aahaton ko
Dhadkan ne jo seene mein lee unn karwaton ko
Aye khuda... Aye khuda...
Main hui mujh se juda..))

Posted by : {Ritu Kesharwani}

About Khayalon Mein Bhi

Khayalon Mein Bhi is a song from Raaz 3 2012. It is sung by Shreya Ghoshal. Lyrics are credited to Rakesh Kumar. Music information: Jeet Ganguly. Read the lyrics above and view the Raaz 3 2012 album song list for more songs and album details.