Khawabo Mein Dekhi Thi Lyrics, Singer & Song Details

Spark 2014 album cover

Spark 2014 Album Details

V. K. Singh
R.K.Dhiman
K P Singh, Malvinder Jeet
Rajneesh Duggal, Shubhashree Ganguly, Govind Namdeo, Ashutosh Rana, Rati Agnihot

album songs
Khawabo Mein Dekhi Thi
Singer : Mohammad Irfan, Yashita

Khawabo Mein Dekhi Thi Lyrics

Song Title = Khawabo Mein Dekhi Thi
Movie/album = Spark 2014
Singers = Mohammad Irfan, Yashita Yashpal Sharma
Song Lyricists = K P Singh, Malvinder Jeet
Music Composer = R.K.Dhiman
Director = V. K. Singh

Mp3 Song Lyrics

((Khwabo mein dekhi thi jo angdayeenyan
Badali haqikat mein wo parchaiyaan
Khwabo mein dekhi thi jo angdayeenyan
Badali haqikat mein wo parchaiyaan
Aur kuch tum se humein kehna nahi
Bin tere ab to humein rehna nahi, rehna nahin...

Paas aate ho to dhadkta hai dil
Door jaate ho to tadapta hai dil
Paas aate hoto dhadkata hai dil
Door jaate hoto tadapta hai dil
Haan baahon me bhaarlo
Kuch aisa karo oo
Saari hadein todh do ab na ruko ab na ruko
Dard judaai ka hume sehna nahin
Bin tere ab to humein rehna nahin
Rehna nahin... rehna nahin...


Jaane kaisi dil mei lagi hai aag si
Rom rom mein jaag uthi hai pyaas si
Jaane kaisi dil mein lagi hai aag si
Rom rom me jaag uthi hai pyaas si
Saanson ki garmi se pigal ne lagi
Main to tere ishq mein jalne lagi jalne lagi
Tadap tadap ke ab humein jeena nahin
Bin tere ab to humein rehna nahin
Rehna nahin... rehna nahin...))

Posted By : {Anamika Tyagi}

About Khawabo Mein Dekhi Thi

Khawabo Mein Dekhi Thi is a song from Spark 2014. It is sung by Mohammad Irfan, Yashita. Lyrics are credited to K P Singh, Malvinder Jeet. Music information: R.K.Dhiman. Read the lyrics above and view the Spark 2014 album song list for more songs and album details.