Khatiya Toot Gayee Lyrics, Singer & Song Details

Jigyaasa 2006 album cover

Jigyaasa 2006 Album Details

Faisal Saif
Ram Shankar
S.H. Chauhan
Nassar Abdulla, Rakesh Bedi, Hrishitaa Bhatt

album songs
Khatiya Toot Gayee
Singer : Sonu Kakkar

Khatiya Toot Gayee Lyrics

Song Lyrics Title = Khatiya Toot Gayi
Movie/Album = Jigyaasa (2006)
Singers = Sonu Kakkar
Song Lyricists = S.H. Chauhan
Music Composer = Ram Shankar
Director = Faisal Saif

Mp3 Song Lyrics

((Kal rat chupke sajan meraa aaya
Pas mere baith ke mujhko jagaya
Kal rat chupke sajan meraa aaya
Pas mere baith ke mujhko jagaya
Chaunk ke mai uth gayee re
Toh khatiya tut gayee re, khatiya tut gayee
Khatiya tut gayee bol kyon khatiya tut gayee

Koyee khidkee koyee parde se jhanke
Sare rat mere padosee the jage
Koyee khidkee koyee parde se jhanke
Sare rat mere padosee the jage
Huyee badnamee mohalle me meree
Ek na chalee meree saiyya ke aage
Julmee se rujh gayee re
Toh khatiya tut gayee re, khatiya tut gayee
Khatiya tut gayee bol kyon khatiya tut gayee

Makhmal kee chadar thee resham ka takiya
Bharee tha gadda thee najuk see khatiya
Makhmal kee chadar thee resham ka takiya
Bharee tha gadda thee najuk see khatiya
Sapno ki duniya me mai kho gayee thi
Khwab me hee lut gayee re
Toh khatiya tut gayee re khatiya tut gayee
Khatiya tut gayee bol kyon khatiya tut gayee
Kal rat chpke sajan meraa aya
Pas mere baith ke mujhko jagaya
Chaunk ke mai uth gayee re
Toh khatiya tut gayee re khatiya tut gayee
Khatiya tut gayee bol kyon khatiya tut gayee
Khatiya tut gayee bol kyon khatiya tut gayee...))

Posted By : {Anamika Tyagi}

About Khatiya Toot Gayee

Khatiya Toot Gayee is a song from Jigyaasa 2006. It is sung by Sonu Kakkar. Lyrics are credited to S.H. Chauhan. Music information: Ram Shankar. Read the lyrics above and view the Jigyaasa 2006 album song list for more songs and album details.