Khati Hoon Kasam Lyrics, Singer & Song Details

Content Removed album cover

Content Removed Album Details

Content Removed
Shankar-Jaikishan
Hasrat Jaipuri
Content Removed

album songs
Khati Hoon Kasam
Singer : Mohammad Rafi, Lata Mangeshkar

Khati Hoon Kasam Lyrics

Song Lyrics Title = Khati Hoon Kasam
Song Lyrics Movie = Aan Baan 1972
Singer(s) = Mohammad Rafi, Lata Mangeshkar
Music By = Shankar-Jaikishan
Lyricist(s) = Hasrat Jaipuri


Mp3 Song Lyrics


Woh mera khat mila tha aapko
Ji ha upar mera naam likha tha, niche aapka
Bich ka kaagaj kora tha
Ji o darasal baat yeh ke, dil ki baat kaagaj par na la saka
Kaunsi baat, itani badi baat ki insaan laakhon kitaabe likh daale
Toh bhi na keh sake
Aur itani chhoti baat jise ek aansu, ek sisaki ik muskuraahat keh de
Rekha baat wohi hai jo is dharati ke pehle mard ne
Iss dharati ki pehli aurat se kahi thi
Mujhe tumse pyaar hai

(Tum meri ho, mere siwa kisi ki nahi
Khaati ho kasam, khaati hu kasam) - (2)
Main teri hu, tere siwa kisi ki nahi
Khaati hu kasam, khaati hu kasam

Iltaja pyaar ki itani hai agar maano toh - (2)
Waasta mera tumhe dil se lagaalo mujhako
Madbhara aaj ka mausam bhi yahi kehata hai
Abb toh inn reshami julfon mein chhupaa lo mujhako
Tum meri ho, mere siwa kisi ki nahi
Khaati ho kasam, khaati hu kasam
Main teri hu, tere siwa kisi ki nahi
Khaati hu kasam, khaati hu kasam

Abb juda koyi tumhe mujhase na kar paayega - (2)
Aisa baandha hai tumhe pyaar ki inn baahon se
Pyaar ki raah mein mit jaayunga chaahat ki kasam
Puchh lena yeh kisi roj inhi raahon se
Tum meri ho, mere siwa kisi ki nahi
Khaati ho kasam, khaati hu kasam
Main teri hu, tere siwa kisi ki nahi
Khaati hu kasam, khaati hu kasam

Mere waade hai yeh paani ki lakiren ton nahi - (2)
Gair mumkin hai mere dil ka fasaana badale
Shaam ke dubate suraj ki gawaahi le lo
Main na badalungi chaahe jamaana badale
Tum meri ho, mere siwa kisi ki nahi
Khaati ho kasam, khaati hu kasam
Main teri hu, tere siwa kisi ki nahi
Khaati hu kasam, khaati hu kasam
Tum meri ho, mere siwa kisi ki nahi
Khaati ho kasam, khaati hu kasam.....


Posted by : {Anamika Tyagi}

Khati Hoon Kasam Video

About Khati Hoon Kasam

Khati Hoon Kasam is a song from Content Removed. It is sung by Mohammad Rafi, Lata Mangeshkar. Lyrics are credited to Hasrat Jaipuri. Music information: Shankar-Jaikishan. Read the lyrics above and view the Content Removed album song list for more songs and album details.