Khali Haath Shaam Lyrics, Singer & Song Details

Ijaazat 1987 album cover

Ijaazat 1987 Album Details

Gulzar
Rahul Dev Burman
Gulzar
Rekha, Naseeruddin Shah, Anuradha Patel

album songs
Khali Haath Shaam
Singer : Asha Bhosle

Khali Haath Shaam Lyrics

Song lyrics Title = Khali Haath Shaam
Song Lyrics Movie = Ijaazat (1987)
Singer = Asha Bhosle
Song Lyricists = Gulzar
Music Composer = Rahul Dev Burman
Director = Gulzar
Music Label = Sa Re Ga Ma

mp3 Songs Lyrics

((khaali haath shaam aayi hai
khaali haath jaayegi
aaj bhi na aayaa koi
khaali laut jaayegi
khaali haath shaam aayi hai

aaj bhi na aaye aansu
aaj bhi na bhige nainaa
aaj bhi ye kori rainaa
kori laut jaayegi
khaali haath shaam aayi hai

raat ki siyaahi koi
paaye to mitaaye naa
aaj na mitaayaa to ye
kal bhi laut aayegi
khaali haath shaam aayi hai))

Posted by : {Ritu Kesharwani}

About Khali Haath Shaam

Khali Haath Shaam is a song from Ijaazat 1987. It is sung by Asha Bhosle. Lyrics are credited to Gulzar. Music information: Rahul Dev Burman. Read the lyrics above and view the Ijaazat 1987 album song list for more songs and album details.