Khairiyat poochho Lyrics, Singer & Song Details

Chhichhore 2019 album cover

Chhichhore 2019 Album Details

Nitesh Tiwari
Nitesh Tiwari
Amitabh Bhattacharya
Sushant Singh Rajp Shraddha Kapoor Varun Sharma Naveen Polishetty Tushar Pandey Tahir Raj Bhasin

album songs
Khairiyat poochho
Singer : Arijit Singh

Khairiyat poochho Lyrics

Khairiyat poochho, kabhi toh kaifiyat poochho
Tumhare bin deewane ka kya haal hai
Dil mera dekho, na meri haisiyat poochho
Tere bin ek din jaise sau saal hai
Anjaam hai tay mera
Hona tumhein hai mera
Jitni bhi hon dooriyaan, filhaal hain
Yeh dooriyaan filhaal hain
Oh, khairiyat poochho, kabhi toh kaifiyat poochho
Tumhare bin deewane ka kya haal hai
Dil mera dekho, na meri haisiyat poochho
Tere bin ek din jaise sau saal hai
Tumhari tasveer ke sahare mausam kayi guzaare
Mausami na samjho par ishq ko humare
Nazron ke saamne main aata nahin tumhare
Magar rehte ho har pal manzar mein tum humare
'Gar ishq se hai mila
Phir dard se kya gila?
Iss dard mein zindagi khushhaal hai
Yeh dooriyaan filhaal hain
Oh, khairiyat poochho, kabhi toh kaifiyat poochho
Tumhare bin deewane ka kya haal hai
Dil mera dekho, na meri haisiyat poochho
Tere bin ek din jaise sau saal hai
Anjaam hai tay mera
Hona tumhein hai mera
Jitni bhi hon dooriyaan, filhaal hain
Yeh dooriyaan filhaal hain

About Khairiyat poochho

Khairiyat poochho is a song from Chhichhore 2019. It is sung by Arijit Singh. Lyrics are credited to Amitabh Bhattacharya. Music information: Nitesh Tiwari . Read the lyrics above and view the Chhichhore 2019 album song list for more songs and album details.