Khadaya Khair Reprise Lyrics, Singer & Song Details

BilluBarber 2009 album cover

BilluBarber 2009 Album Details

Priyadarshan
Pritam Chakraborty
Sayeed Quadri
Irrfan Khan, Shah Rukh Khan, Lara Dutta

album songs
Khadaya Khair Reprise
Singer : Abhijeet Bhattacharya

Khadaya Khair Reprise Lyrics

Song Title = Khadaya Khair - Reprise
Song Lyrics Movie or Album = Billu Barber 2009
Singer(s) = Abhijeet Bhattacharya
Song Lyricists = Sayeed Quadri
Music Director = Pritam Chakraborty
Director = Priyadarshan
Music Label = T-Series
Release on = 13th February, 2009

Mp3 Song Lyrics

((raaton raat tara koi chand ya sitara koi
gire to utha lena, o suniyon re
tara chamkila hoga chand sharmila hoga nath(nose) mein laga lena) - 2
zara si sawwari hai woh zara si baawri hai woh
woh surme ki tarah meri aankhon mein hi rehti hai..
subah ke khawab se udai hai palkon ke neeche chupai hai
mano na mano tum sote sote khawabon mein bhi khawab dikhati hai
mano na mano tum pari hai woh pari ki kahaniyan sunati hai
(khuda ya khair, khuda ya khair) - 2

raaton raat tara koi chand ya sitara koi
gire to utha lena, o suniyon re
tara chamkila hoga chand sharmila hoga nath(nose) mein laga lena
tu hawa mein zameen tu jahan mein wohin
jab ude mujhe le ke kyon udti nahi
tu ghata mein zameen tu kahin mein kahin
kyon kabhi mujhe le ke kyon barasti nahi
zara sa sawwara hai woh zara sa bawwara hai woh
woh surme ki tarah meri aankhon mein hi rehti hai
subah ke khawab se udai hai palkon ke neeche chupai hai
mano na mano tum sote sote khawabon mein bhi khawab dikhati hai
mano na mano tum pari hai woh pari ki kahaniyan sunati hai
(khuda ya khair, khuda ya khair) - 2

jab dannt mein ungli dabaye ya ungli pe lat liptaye
badal yeh nichadta jaye, hooo kuch kar ke woh baat ko taale
jab maathe pe woh bal dale amber yeh sukhata jaye, hooo
woh jab nakum kutarti hai to chanda ghatne lagta hai
woh pani per kadam rakhe sagar bhi hat jata hai
subah ke khawab se udai hai palkon ke neeche chupai hai
mano na mano tum sote sote khawabon mein bhi khawab dikhati hai
mano na mano tum pari hai woh pari ki kahaniyan sunati hai
(khuda ya khair, khuda ya khair) - 2 ))

Posted by : {Anamika Tyagi}

About Khadaya Khair Reprise

Khadaya Khair Reprise is a song from BilluBarber 2009. It is sung by Abhijeet Bhattacharya. Lyrics are credited to Sayeed Quadri. Music information: Pritam Chakraborty. Read the lyrics above and view the BilluBarber 2009 album song list for more songs and album details.