Khabar Kisiko Nahee Woh Lyrics, Singer & Song Details

Beqasoor 1950 album cover

Beqasoor 1950 Album Details

K. Amarnath
Anil Krishna Biswas
Arzoo Lakhnavi
Madhubala, Ajit, Pramila

album songs
Khabar Kisiko Nahee Woh
Singer : G M Durrani, Mohammed Rafi

Khabar Kisiko Nahee Woh Lyrics

Song Lyrics = Khabar Kisiko Nahee Woh
Song Lyrics Movie or Album = Beqasoor 1950
Singer(s) = G M Durrani, Mohammed Rafi, Mukesh
Song Lyricists = Arzoo Lakhnavi
Music Director = Anil Krishna Biswas
Director = K. Amarnath
Music Label = Saregama

Mp3 Song Lyrics

((khabar kisiko nahee woh kidhar ko dekhate hain
yeh kaun janey kee dil ya jigar ko dekhate hain
najar bacha ke ham unaki najar ko dekhate hain
jo bekhabar hai usi bekhabar ko dekhate hain
duwaye mang rahe hain, hay asar ko dekhate hain

suna hai unko bhee ham bekso se ulfat hai
koyee batayo kee kaisi hamari kismat hai
dhadak raha hai dil apni ajib halat hai
woh aaye hamare ghar me khuda kee kudrat hai
kabhee ham unako ko kabhee apne ghar ko dekhte hain

aji yeh ishq dekhiye kya din dikhanewala hai
jarur koyee naya gul khilne wala hai
chaman se aur kahee le ke janewala hai
jawab khat kaa mere aaj aanewala hai
are bhai jarur aayega, kabhee ghadi ko kabhee namabar ko dekhte hain ..))

Posted by : { Anamika Tyagi }

Khabar Kisiko Nahee Woh Video

About Khabar Kisiko Nahee Woh

Khabar Kisiko Nahee Woh is a song from Beqasoor 1950. It is sung by G M Durrani, Mohammed Rafi. Lyrics are credited to Arzoo Lakhnavi. Music information: Anil Krishna Biswas. Read the lyrics above and view the Beqasoor 1950 album song list for more songs and album details.