Khaali Jebein Ho Lyrics, Singer & Song Details

Chhora Chhori 1955 album cover

Chhora Chhori 1955 Album Details

Kidar Sharma
Roshanlal Nagrath
Kedar Sharma
Agha, Geet Bali, Johny Walker, Pesi Pael, Pratima Devi, Nand Kishore, Rashid

album songs
Khaali Jebein Ho
Singer : Mohammed Rafi

Khaali Jebein Ho Lyrics

Song Title = Khali Jebein Ho
Song Lyrics Movie = Chhora Chhori (1955)
Singer = Mohammed Rafi
Music By = Roshan
Lyricist = Kedar Sharma

Mp3 Song Lyrics

((khali jeban ho kadki ho
mera dil mange wo ladki ho
khali jeban ho kadki ho
mera dil mange wo ladki ho
haye re haye haye re haye
ke jiske dil me mere liye
prem ki jwala bhadki ho
kadki ho ladki ho haye ladki ho

khali jeban ho kadki ho
mera dil mange wo ladki ho
khali jeban ho kadki ho
mera dil mange wo ladki ho
haye re haye haye re haye
ke jiske dil me mere liye
prem ki jwala bhadki ho
kadki ho ladki ho haye ladki ho

hai der tumhare aane ki
hai der tumhare aane ki
ji badke dunia diwane ki
apni kismat
apni kismat wo kismat hai
thukri hui dar dar ki ho
kadki ho ladki ho haye ladki ho

khali jeban ho kadki ho
mera dil mange wo ladki ho
khali jeban ho kadki ho
mera dil mange wo ladki ho
haye re haye haye re haye
ke jiske dil me mere liye
prem ki jwala bhadki ho
kadki ho ladki ho haye ladki ho

din rat to pata masti hai masti hai
din rat to pata masti hai
ji ye dunia mujh par hasti hai
ji ye dunia mujh par hasti hai
wo mere ho ye ho kaise
wo mere ho ye ho kaise
jab sari dunia ladki ho
kadki ho ladki ho haye ladki ho

khali jeban ho kadki ho
mera dil mange wo ladki ho
khali jeban ho kadki ho
mera dil mange wo ladki ho
haye re haye haye re haye
ke jiske dil me mere liye
prem ki jwala bhadki ho
kadki ho ladki ho haye ladki ho

jaise parwana candal par candal par
gir jau teri sandal par sandal par
mit jau teri sandal par
lut jau teri sandal par
are bhai wo sandal kidhar hai
mere sar me tera sauda
ab khair hamare sar ki ho
kadki ho ladki ho haye ladki ho..))

Posted by : {Anamika Tyagi}

About Khaali Jebein Ho

Khaali Jebein Ho is a song from Chhora Chhori 1955. It is sung by Mohammed Rafi. Lyrics are credited to Kedar Sharma. Music information: Roshanlal Nagrath. Read the lyrics above and view the Chhora Chhori 1955 album song list for more songs and album details.