Kehti Hai Yeh Thandi Hawa Lyrics, Singer & Song Details

Ilzaam 1954 album cover

Ilzaam 1954 Album Details

R.C. Talwar
Madan Mohan Kohli
Rajendra Krishan
Jagdish Kanwal, Kishore Kumar, Meena Kumari

album songs
Kehti Hai Yeh Thandi Hawa
Singer : Asha Bhosle

Kehti Hai Yeh Thandi Hawa Lyrics

Song Lyrics Title = Kehti Hai Yeh Thandi Hawa
Movie/album = Ilzaam (1954)
Singers = Asha Bhosle
Song Lyricists = Rajendra Krishan
Music Director = Madan Mohan Kohli
Director = R. C. Talwar
Music Label = Saregama

Mp3 Song Lyrics

((Kehti hai yeh thandi hawa aa
Kehti hai yeh thandi hawa
Yeh rut yeh sama aise na ganwa aa
Kehti hai yeh thandi hawa
Hmmmm hmmmm hmmmm

Mausam ke labon par ek raag hai
Lehron mein sulagti ek aag hai
Mausam ke labon par ek raag hai
Lehron mein sulagti ek aag hai
Aise mein kahan hai tu saaz utha
Kehti hai yeh thandi hawa
Yeh rut yeh sama aise na ganwa
Kehti hai yeh thandi hawa
Hmmmm hmmmm hmmmm

Naiya ki tarah hai yeh zindagi
Jaayegi kahaan mat soch kabhi
Manzil se tujhe kya yeh gham na laga
Kehti hai yeh thandi hawa
Yeh rut yeh sama aise na ganwa
Kehti hai yeh thandi hawa
Aa aa aa aa.))

Posted by : {Ritu Kesharwani}

About Kehti Hai Yeh Thandi Hawa

Kehti Hai Yeh Thandi Hawa is a song from Ilzaam 1954. It is sung by Asha Bhosle. Lyrics are credited to Rajendra Krishan. Music information: Madan Mohan Kohli. Read the lyrics above and view the Ilzaam 1954 album song list for more songs and album details.