Kehte Hain Mujhko Raja Lyrics, Singer & Song Details

Naami Chor 1977 album cover

Naami Chor 1977 Album Details

Kamal Mehra
Anandj, Kalyanji
Shamsul Huda Bihari
Biswajeet, Leena Chandavarkar

album songs
Kehte Hain Mujhko Raja
Singer : Kishore Kumar

Kehte Hain Mujhko Raja Lyrics

Song Title = Kehte Hai Mujhko Raja
Movie/Album = Naami Chor (1977)
Singers = Kishore Kumar
Song Lyricists = Shamsul Huda Bihari
Music Director = Anandji Virji Shah, Kalyanji Virji Shah
Director = Kamal Mehra

Mp3 Song Lyrics

((Kahte hai mujhko raja
Aji kahte hai mujhko raja
Mai bajata hu dil ka baja
Mai bajata hu dil ka baja
Mai paida hua jalandhar
Mai paida hua jalandhar

Pata pata puchke karoge kya
Pata puchke karoge kya
Kabhi bahar hu kabhi andar
Kahte hai mujhko raja
Mai bajata hu dil ka baja

Dil ka tala ho ya tijori
Dil ka tala ho ya tijori
Bin chabi ke kholu ma igori
Tere dil ka tala bhi mai kholunga
Fir na kahna ho gayi dil ki chori
Karta hu jadu mandar

Mai chalu hu ek numbar
Pata pata puchke karoge kya
Pata puchke karoge kya
Kabhi bahar hu kabhi andar
Kahte hai mujhko raja
Mai bajata hu dil ka baja

Apne pe malik ki kam najar hai
Apne pe malik ki kam najar hai
Subah khaya sham ki fikar hai
Apne miye rone wala kon hai
Na gharwali hai na koi ghar hai

Fir bhi hu mast kalandar
Na hitlar hu ma sikandar
Pata pata puchke karoge kya
Pata puchke karoge kya
Kabhi bahar hu kabhi andar
Kahte hai mujhko raja
Mai bajata hu dil ka baja

Yu gusse se na dekho mar jayenge hum
Yu gusse se na dekho mar jayenge hum
Haske to dekha dar jayenge hum
Mana hamse choti si ye bhul ho gayi
Rukne do ye gadi utar jayenge hum
Aane do puri bandar

Ho jaunga chu mantar
Pata pata puchke karoge kya
Pata puchke karoge kya
Kabhi bahar hu kabhi andar
Kahte hai mujhko raja
Mai bajata hu dil ka baja...))

Posted by : {Anamika Tyagi}

About Kehte Hain Mujhko Raja

Kehte Hain Mujhko Raja is a song from Naami Chor 1977. It is sung by Kishore Kumar. Lyrics are credited to Shamsul Huda Bihari. Music information: Anandj, Kalyanji. Read the lyrics above and view the Naami Chor 1977 album song list for more songs and album details.