Kehta Hai Mera Jiya Lyrics, Singer & Song Details

Raja Bhaiya 2003 album cover

Raja Bhaiya 2003 Album Details

Raman Kumar
Surendra Singh Sodhi
Maan Singh Deep
Sadashiv Amrapurkar, Rakesh Bedi, Kajal Chakraborty

album songs
Kehta Hai Mera Jiya
Singer : Sunidhi Chauhan, Udit Narayan

Kehta Hai Mera Jiya Lyrics

Song Title = Kehta Hai Mera Jiya
Movie/album = Raja Bhaiya (2003)
Singers = Sunidhi Chauhan, Udit Narayan
Song Lyricists = Maan Singh Deep
Music Director = Surendra Singh Sodhi
Director = Raman Kumar

Mp3 Song Lyrics

((Kehta hai mera jiya haay
Baahon mein bhar le piya
Kehta hai mera jiya
Baahon mein bhar le piya
Tune mere tan mann me kya kar diya
Pyaar ka yeh rog diya kya kar diya
Pyaar ka yeh rog diya kya kar diya

Tan pe na haath laga mann mein na pyaas jaga
Are tan pe na haath laga mann mein na pyaas jaga
Bachpan se main hoon baal-brahmachari
Chakkar chala kahin aur naari
Chakkar chala kahin aur naari

Main kya karoon mujhko itna bata de
Bedardi dilbar koi to dawa de
Haay main kya karoon mujhko itna bata de
Bedardi dilbar koi to dawa de
Are tere liye daaktar ko bulaoon
Woh jo kahe woh dawa le ke aaoon
Bada naasamajh hai mera saathiya
Pyaar ka yeh rog diya kya kar diya
Pyaar ka yeh rog diya kya kar diya

Andar tere paap ki gaagri aise na bhatkaa mujhe sundari
Andar tere paap ki gaagri aise na bhatkaa mujhe sundari
Yeh rog mera bada khaas hai iski dawa bas tere paas hai
Are maan mera kehna o kanya kunwari
Chakkar chala kahin aur naari
Chakkar chala kahin aur naari

Are kehta hai mera jiya haay
Baahon mein bhar le piya
Tune mere tan mann mein kya bhar diya
Pyaar ka yeh rog diya kya kar diya
Bachpan se main hoon baal-brahmachari
Chakkar chala kahin aur naari
Pyaar ka yeh rog diya kya kar diya
Are chakkar chala kahin aur naari..))

Posted by : {Ritu Kesharwani}

About Kehta Hai Mera Jiya

Kehta Hai Mera Jiya is a song from Raja Bhaiya 2003. It is sung by Sunidhi Chauhan, Udit Narayan. Lyrics are credited to Maan Singh Deep. Music information: Surendra Singh Sodhi. Read the lyrics above and view the Raja Bhaiya 2003 album song list for more songs and album details.