Kaunsi Film Thi Lyrics, Singer & Song Details

Madadgaar 1987 album cover

Madadgaar 1987 Album Details

Ramesh Puri
Laxmikant, Pyarelal
Anand Bakshi
Jeetendra, Sulakshana Pandit

album songs
Kaunsi Film Thi
Singer : Asha Bhosle

Kaunsi Film Thi Lyrics

Song Title = Kaunsi Film Thi
Movie/Album = Madadgar (1987)
Singer = Asha Bhosle
Lyricist = Anand Bakshi
Music Director = Laxmikant Pyarelal
Film Director = Ramesh Puri

Mp3 Song Lyrics

((kon si jane film thi jane kya tha uska naam
kon si jane film thi jane kya tha uska naam

amithab ne
amithab ne kiya tha usme kitna achha kam
my name is anthani gunzalvis
mai duniya me akela hu my name is anthani

gunzalvis
kon si jane film thi jane kya tha uska naam

baith ke ghode par hiro vo dhoda aaya tha
baith ke ghode par hiro vo dhoda aaya tha
ganje vilan ke panje se rekha ko chhudaya tha
haul me public ne kya kya shor machaya tha
ek hawai gosi ka maine use diya inam
kon si jane film thi jane kya tha uska naam
kon si jane film thi jane kya tha uska naam

dharmendar ne
dharmendar ne kiya tha usme kitna dhasu kam
tum meri mehbuba mehbuba mehbuba
o meri mehbuba mehbuba mehbuba
tujhe jana hai to ja teri marji mera kya

uski mehbuba ko jab kuch daku le bhage
uski mehbuba ko jab kuch daku le bhage
hiroin ki chikh se hal me soye sab jage
pichhe rah gaye daku hiro nikal gaya aage
khub ki usne mara mari
khub ki usne mara mari lakho muh se salam
duniya bhi ek film hai dekho jivan iska naam
mujhko hiro samjho ab tum dekho mera kam
lakho filme dekhi jo dekha sab kuch hai yaad
lakho filme dekhi jo dekha sab kuch hai yaad
tum ek do gaane gao bas interval ke bad
mai aakhir kar dunga tumhe is pinjhre se aazad
mai hiro ka naam nahi hone dunga badnaam...))

Posted by : {Ritu Kesharwani}

About Kaunsi Film Thi

Kaunsi Film Thi is a song from Madadgaar 1987. It is sung by Asha Bhosle. Lyrics are credited to Anand Bakshi. Music information: Laxmikant, Pyarelal. Read the lyrics above and view the Madadgaar 1987 album song list for more songs and album details.