Kaunse Dariya Kaunse Lyrics, Singer & Song Details

Aar Paar 1985 album cover

Aar Paar 1985 Album Details

Shakti Samanta
Rahul Dev Burman
Anand Bakshi
Rozina, Mithun Chakraborty, Mandakini, Ranjeet, Sadashiv Amrapurkar

album songs
Kaunse Dariya Kaunse
Singer : Kishore Kumar

Kaunse Dariya Kaunse Lyrics

Song Lyrics Title = Kaun Se dariya kaun se
Song Lyrics Movie = Aar paar 1985
Singers = Kishore Kumar
Song Lyricists = Anand Bakshi
Music Composer = Rahul Dev Burman
Director = Shakti Samanta
Music Label = Eros
Release on = 5th May, 1985


Mp3 Song Lyrics


((Aa ha o ho yeh hey
Kaun se dariya kaun si nadiya ki tu rehane waali
Kaun se dariya kaun si nadiya ki tu rehane waali
Dekh machhere jaal mein mere phas gayi kaun yeh saali
Are phas gayi kaun yeh saali
Kaun se dariya kaun si nadiya ki tu rehane waali
Dekh machhere jaal mein mere phas gayi kaun yeh saali
Are phas gayi kaun yeh saali

Bachake bachake bachake
Dariya mein na aag laga de le kar yeh angdaayi
Dariya mein na aag laga de le kar yeh angdaayi
Pariyon ke des se koyi pari bhaag aayi, pari bhaag aayi
Honton andar dabi huyi hai pyaar bhari ek gaali
Dekh machhere jaal mein mere phas gayi kaun yeh saali
Are phas gayi kaun yeh saali

Dharati pe aa gira gagan se koyi chaand ka tukada
Haay re kya baat re
Dharati pe aa gira gagan se koyi chaand ka tukada
Apane shehar mein toh nahi aisa mukhada
Nahi aisa mukhada
Mukhade pe thoda gussa thodi si sharam ki laali
Dekh machhere jaal mein mere phas gayi kaun yeh saali
Are phas gayi kaun yeh saali

Bheege badan se choli chunari lipati lipati jaaye
Are yeh mar gaya, mar gaya re
Bheege badan se choli chunari lipati lipati jaaye
Laaj ke maare gori simati simati jaaye
Simati simati jaaye
Rang gulaabi ang sharaabi,chaal badi matwaali
Dekh machhere jaal mein mere phas gayi kaun yeh saali
Aah phas gayi kaun yeh saali
Hey kaun se dariya kaun si nadiya ki tu rehane waali
Dekh machhere jaal mein mere phas gayi kaun yeh saali
Aah phas gayi kaun yeh saali..))


Posted by : {Anamika Tyagi}

Kaunse Dariya Kaunse Video

About Kaunse Dariya Kaunse

Kaunse Dariya Kaunse is a song from Aar Paar 1985. It is sung by Kishore Kumar. Lyrics are credited to Anand Bakshi. Music information: Rahul Dev Burman. Read the lyrics above and view the Aar Paar 1985 album song list for more songs and album details.