Kaun Jeevan Me Mere Lyrics, Singer & Song Details

Hamara Sansar 1945 album cover

Hamara Sansar 1945 Album Details

None
Govind Ram
Ramesh Gupta
Jillo

album songs
Kaun Jeevan Me Mere
Singer : Zohrabai Ambalewali

Kaun Jeevan Me Mere Lyrics

Song Title = Kaun Jeevan Me Mere
Song Lyrics Movie = Hamara Sansar (1945)
Singers = Zohrabai Ambalewali
Song Lyricists = Ramesh Gupta
Music Composer = Govind Ram
Music Label = Columbia Records

Mp3 Song Lyrics

((Kaun jeevan mein mere samaye ja raha hai
Kaun jeevan mein mere samaye ja raha hai
Kaun mann pe mere chhaye ja raha hai
Kaun jeevan mein mere samaye ja raha hai

Kaun barakha kee kalee kalee rat mein
Kaun barakha kee kalee kalee rat mein
Ban ke saya chal raha hai sath mein
Ban ke saya chal raha hai sath mein
Kaun dipak ban ke rah dikhala raha hai
Kaun jeevan mein mere samaye ja raha hai
Kaun jeevan mein mere samaye ja raha hai

Koyi sathee naa tha koyi mit naa tha
Koyi sathee naa tha koyi mit naa tha
Mere sunee vina mein koyi git naa tha
Mere sunee vina mein koyi git naa tha
Kaun mithe suro se yeh gaye ja raha hai
Kaun mithe suro se yeh gaye ja raha hai
Kaun mann ko mere lubhaye ja raha hai
Kaun mann ko mere lubhaye ja raha hai

Kaun jeevan mein mere samaye ja raha hai
Kaun jeevan mein mere samaye ja raha hai....))

Posted by : {Anamika Tyagi}

About Kaun Jeevan Me Mere

Kaun Jeevan Me Mere is a song from Hamara Sansar 1945. It is sung by Zohrabai Ambalewali. Lyrics are credited to Ramesh Gupta. Music information: Govind Ram. Read the lyrics above and view the Hamara Sansar 1945 album song list for more songs and album details.