Kaun Hoon Main Tu Kya Lyrics, Singer & Song Details

Patthar Aur Payal 1974 album cover

Patthar Aur Payal 1974 Album Details

Harmesh Malhotra
Anandj, Kalyanji
Indeevar
Dharmendra, Hema Malini, Vinod Khanna, Ajit, Rajendra Nath, Shammi Kapoor

album songs
Kaun Hoon Main Tu Kya
Singer : Asha Bhosle

Kaun Hoon Main Tu Kya Lyrics

Song Title = Kaun Hoon Main Tu Kya
Movie/Album = Patthar Aur Payal (1974)
Singer = Asha Bhosle
Lyricist = Indeevar, Verma Malik, Gulshan Bawra
Music Director = Kalyanji, Anandji
Film Director = Harmesh Malhotra
Film Producer = K P Singh, N P Singh

Mp3 Song Lyrics

((kaun hu mai tu kya jane kaun hu mai tu kya jane
are o diwane raaz agar ye khul jayega
dekho sabhi ka dil jal jayega
ban jayenge afsane
kaun hu mai tu kya jane
are kaun hu mai tu kya jane

paas mere na aana hath mujhe na lagana
ho jayega jakhm gahara kanto ka mujhpe hai pahara
paas mere na aana hath mujhe na lagana
ho jayega jakhm gahara kanto ka mujhpe hai pahara
gesu mere mahak rahe hai apni dhun me bahak rahe hai
mere sabhi diwane kaun hu mai tu kya jane
kaun hu mai tu kya jane

jab shola ban jau kya kya rang dikhau
chahu jise jala du pal me rakh bana du
jab shola ban jau kya kya rang dikhau
chahu jise jala du pal me rakh bana du
ek rat me haste haste jal jate hai meri lau me
kitne hi parwane kaun hu mai tu kya jane
kaun hu mai tu kya jane
are o diwane raaz agar ye khul jayega
dekho sabhi ka dil jal jayega
ban jayenge afsane))

Posted by : {Anamika Tyagi}

About Kaun Hoon Main Tu Kya

Kaun Hoon Main Tu Kya is a song from Patthar Aur Payal 1974. It is sung by Asha Bhosle. Lyrics are credited to Indeevar. Music information: Anandj, Kalyanji. Read the lyrics above and view the Patthar Aur Payal 1974 album song list for more songs and album details.