Kaun Hai Jo Sapno Me Lyrics, Singer & Song Details

Kaun Hai Jo Sapnoo Mai Aye 2004 album cover

Kaun Hai Jo Sapnoo Mai Aye 2004 Album Details

Rajesh Bhatt
Nikhil, Vinay
Sameer
Rakesh Bapat, Richa Pallod, Anupam Kher

album songs
Kaun Hai Jo Sapno Me
Singer : Anuradha Paudwal, Udit Narayan

Kaun Hai Jo Sapno Me Lyrics

Song Title = Kaun Hai Jo Sapno Me
Movie/Album = Kaun Hai Jo Sapno Mein Aaya (2004)
Singers = Anuradha Paudwal, Udit Narayan
Song Lyricists = Sameer
Music Composer = Nikhil, Vinay
Director = Rajesh Bhatt
Music Label = T-Series

Mp3 Song Lyrics

((ahaan maine dekha usiko hi paaya
Yeh kya dard e dil mere dil mein jagaaya
Subah shaam mere khayaalon pe chhaaya
Kaun hai jo sapano mein aaya
Kaun hai jo sapano mein aaya
Kaun hai jo sapano mein aaya
Kaun hai jo sapano mein aaya
Jahaan maine dekha usiko hi paaya
Yeh kya dard e dil mere dil mein jagaaya
Subah shaam mere khayaalon pe chhaaya
Kaun hai jo sapano mein aaya
Kaun hai jo sapano mein aaya
Kaun hai jo sapano mein aaya
Kaun hai jo sapano mein aaya

Woh sabse haseen hai, woh sabse juda hai
Yeh aashiq deewaana usipe fida hai
Woh sabse haseen hai, woh sabse juda hai
Yeh aashiq deewaana usipe fida hai
Kisi din laaunga use rubaru main
Mohabbat ka kissa karunga shuru main
Mujhe chhupake usane bahot hai sataaya
Yeh kya dard e dil mere dil mein jagaaya
Subah shaam mere khayaalon pe chhaaya
Kaun hai jo sapano mein aaya
Kaun hai jo sapano mein aaya
Kaun hai jo sapano mein aaya
Kaun hai jo sapano mein aaya

Woh raaton ki nindein udaane laga hai
Mere khaayishon ko jagaane laga hai
Woh raaton ki nindein udaane laga hai
Mere khaayishon ko jagaane laga hai
Adaao ke nakhare dikhaaungi usako
Main had se jyaada sataaungi usako
Meri dhadkano wahi hai samaaya
Yeh kya dard e dil mere dil mein jagaaya
Subah shaam mere khayaalon pe chhaaya

Jahaan maine dekha usiko hi paaya
Yeh kya dard e dil mere dil mein jagaaya
Subah shaam mere khayaalon pe chhaaya
Kaun hai jo sapano mein aaya
Kaun hai jo sapano mein aaya
Kaun hai jo sapano mein aaya
Kaun hai jo sapano mein aaya.....))

Posted by : {Anamika Tyagi}

About Kaun Hai Jo Sapno Me

Kaun Hai Jo Sapno Me is a song from Kaun Hai Jo Sapnoo Mai Aye 2004. It is sung by Anuradha Paudwal, Udit Narayan. Lyrics are credited to Sameer. Music information: Nikhil, Vinay. Read the lyrics above and view the Kaun Hai Jo Sapnoo Mai Aye 2004 album song list for more songs and album details.