Kaun Hai Beta Kaun Hai Lyrics, Singer & Song Details

Balyogi Upmanyu 1958 album cover

Balyogi Upmanyu 1958 Album Details

Harsukh Jagneshwar Bhatt
Chitragupta Shrivastava
Bharat Vyas
Sulochana Chatterjee, Jeevan, Lalita Pawar

album songs
Kaun Hai Beta Kaun Hai
Singer : Hemanta Kumar

Kaun Hai Beta Kaun Hai Lyrics

Song Title = Kaun Hai Beta Kaun Hai Mata
Movie/album = Balyogi Upmanyu (1958)
Singers = Hemanta Kumar Mukhopadhyay
Song Lyricists = Bharat Vyas
Music Director = Chitragupta Shrivastava
Director = Harsukh Jagneshwar Bhatt
Music Label = Saregama


Mp3 Song Lyrics

((Kaun hai beta kaun hai mata
Kaun hai beta kaun hai mata
Chhod de balak jag se nata
Chhod de balak jag se nata
Kaum pita hai kaun hai data
Chhod de balak jag se nata
Chhod de balak jag se nata

Upar ujala bhitar kala
Ye duniya makdi ka jala
Upar ujala bhitar kala
Ye duniya makdi ka jala
Ulajh ulajh kar rah jata jo
Ulajh ulajh kar rah jata jo
In taro mein ghar hai banata
Chhod de balak jag se nata
Chhod de balak jag se nata

Man ki tarishna mit nahi paye
Jo jug bhaye badhti jaye
Man ki tarishna mit nahi paye
Jo jug bhaye badhti jaye
Yoga amrit ka ek hi pyala
Yoga amrit ka ek hi pyala
Janam janam ki pyas bujhata
Chhod de balak jag se nata
Kaun hai beta kaun hai mata
Chhod de balak jag se nata
Chhod de balak jag se nata..))

Posted by : {Anamika Tyagi}

Kaun Hai Beta Kaun Hai Video

About Kaun Hai Beta Kaun Hai

Kaun Hai Beta Kaun Hai is a song from Balyogi Upmanyu 1958. It is sung by Hemanta Kumar. Lyrics are credited to Bharat Vyas. Music information: Chitragupta Shrivastava. Read the lyrics above and view the Balyogi Upmanyu 1958 album song list for more songs and album details.