Kaun Disha Mein Leke Lyrics, Singer & Song Details

Hemlata Bali Bhatt album cover

Hemlata Bali Bhatt Album Details

Hemlata Bali Bhatt
Ravindra Jain
Ravindra Jain
Hemlata Bali Bhatt

album songs
Kaun Disha Mein Leke
Singer : Hemlata, Jaspal Singh

Kaun Disha Mein Leke Lyrics

Song Lyrics Title = Kaun Disha Mein Leke
Movie/Album Name = Nadiya Ke Paar (1982)
Singer = Hemlata, Jaspal Singh
Lyricist = Ravindra Jain
Music Director = Ravindra Jain

Mp3 Song Lyrics

(( kaun disaa me leke chalaa re batuhiya
kaun disaa me leke chalaa re batuhiya
kaun disaa me leke chalaa re batuhiya
thahar thahar, ye suhaani si dagar
zaraa dekhan de, dekhan de
man bharmaaye nayna baandhe ye dagariya
man bharmaaye nayna baandhe ye dagariya
kahi gaye jo thahar, din jaayega guzar
gaadi haankan de, haankan de
kaun disaa me leke chalaa re batuhiya, kaun disaa me

pahli baar ham nikle hai ghar se, kisi anjaane ke sang ho
anjaana se pahchaan badhegi to mahak uthega tora ang ho
mahak se tu kahi bahak na jaana
mahak se tu kahi bahak na jaana
na karna mohe tang ho, tang karne ka tose nata hai guzariya
tang karne ka tose nata hai guzariya
he, thahar thahar, ye suhaani si dagar
zaraa dekhan de, dekhan de
kaun disaa me leke chalaa re batuhiya, kaun disaa me

kitni dur abhi kitni dur hai, ai chandan tora gaanv ho
kitna apna lagne lage jab koi bulaaye leke naam ho
naam na leto kya kah ke bulaaye
naam na leto kya kah ke bulaaye
kaise karaye kaam ho, saathi mitva ya anadi kaho goriya
saathi mitva ya anadi kaho goriya
kahi gaye jo thahar, din jaayega guzar
gaadi haankan de, haankan de
kaun disaa me leke chalaa re batuhiya, kaun disaa me

ai gunja, us din teri sakhiya, karti thi kya baat ho
kahti thi tore saath chalan ko to, aage ham tore saath ho
saath adhura tab tak jab tak
saath adhura tab tak jab tak
pure na ho fere saath ho, ab hi to hamri hai bali re umriya
ab hi to hamri hai bali re umriya
thahar thahar, ye suhaani si dagar
zaraa dekhan de, dekhan de
man bharmaaye nayna baandhe ye dagariya
man bharmaaye nayna baandhe ye dagariya
kahi gaye jo thahar, din jaayega guzar
gaadi haankan de, dekhan de
man bharmaaye nayna baandhe ye dagariya, man bharmaaye))

Posted by : {Soni Kumari}

About Kaun Disha Mein Leke

Kaun Disha Mein Leke is a song from Hemlata Bali Bhatt. It is sung by Hemlata, Jaspal Singh. Lyrics are credited to Ravindra Jain. Music information: Ravindra Jain. Read the lyrics above and view the Hemlata Bali Bhatt album song list for more songs and album details.