Kaun Apna Kaun Paraya Lyrics, Singer & Song Details

Kaun Apna Kaun Paraya 1963 album cover

Kaun Apna Kaun Paraya 1963 Album Details

Niranjan
Ravi Shankar Sharma
Shakeel Badayuni
Vijay Kumar, Waheeda Rehman, Johny Walker, Dulari

album songs
Kaun Apna Kaun Paraya
Singer : Mohammed Rafi

Kaun Apna Kaun Paraya Lyrics

Song Lyrics = Kaun Apna Kaun Paraya
Movie/Album = Kaun Apna Kaun Paraya 1963
Singer(s) = Mohammad Rafi
Music Director(s) = Ravi
Lyricist(s) = Shakeel

Song Lyrics

((kaun apna kaun paraya - (2)
duneeya kaa yeh bhed abhee tak koyee samajh nahee paya

jivan kee naiya me sabhee hain rahee ik manjil ke
inhee me mann ke mit milenge, inhee me dushman dil ke
kisee ke dil me bharee hai nafarat kisee me pyar kee maya
kaun apna........

bichhade log bhee mil jate hain kabhee kabhee jivan me
khushee kee lehare bhee uthatee hain kisee ke dukhiya mann me
kabhee kisine khoya jag me, kabhee kisine paya
kaun apna........

koyee murakh banke begana apano ko thukaraye
koyee kisee kee khushee ke karan raste se hat jaye
koyee kinara chhod ke dhundhe tufano kaa saya
kaun apna........ ))

Posted by : {Anamika Tyagi}

About Kaun Apna Kaun Paraya

Kaun Apna Kaun Paraya is a song from Kaun Apna Kaun Paraya 1963. It is sung by Mohammed Rafi. Lyrics are credited to Shakeel Badayuni. Music information: Ravi Shankar Sharma. Read the lyrics above and view the Kaun Apna Kaun Paraya 1963 album song list for more songs and album details.