Kaun Aaya Ki Nigaho Me Lyrics, Singer & Song Details

Waqt 1965 album cover

Waqt 1965 Album Details

Yash Chopra
Ravi Shankar Sharma
Sahir Ludhianvi
Balraj Sahni, Sunil Dutt, Sadhana, Raaj Kumar, Shashi Kapoor, Sharmila Tagore

album songs
Kaun Aaya Ki Nigaho Me
Singer : Asha Bhosle

Kaun Aaya Ki Nigaho Me Lyrics

Song Title = Kaun Aaya Ki Nigaho Me
Movie/album = Waqt (1965)
Singers = Asha Bhosle
Song Lyricists = Sahir Ludhianvi
Music Director = Ravi Shankar Sharma (Ravi)
Director = Yash Chopra

Mp3 Song Lyrics

((kaun aaya ki nigaho me chamak jaag uthi
dil ke soye hue taro me khanak jaag uthi
kaun aaya ki nigaho me chamak jaag uthi
dil ke soye hue taro me khanak jaag uthi
kaun aaya

kiske aane ki khabar lekar hawaye aayi
kiske aane ki khabar lekar hawaye aayi
jism se phul chatakne ki sadaye aayi
jism se phul chatakne ki sadaye aayi
ruh khilne lagi ruh khilne lagi
sanso me mahak jaag uthi
dil ke soye hue taro me khanak jaag uthi
kaun aaya ki nigaho me chamak jaag uthi
dil ke soye hue taro me khanak jaag uthi
kaun aaya

kiske hatho ne mere hatho se kuch manga hai
kiske hatho ne mere hatho se kuch manga hai
kiske khwabo ne meri rato se kuch manga hai
kiske khwabo ne meri rato se kuch manga hai
saaj bajne lage saaj bajne lage
anachal me dhunak jaag uthi
dil ke soye hue taro me khanak jaag uthi
kaun aaya ki nigaho me chamak jaag uthi
dil ke soye hue taro me khanak jaag uthi
kaun aaya.))

Posted by : {Anamika Tyagi}

About Kaun Aaya Ki Nigaho Me

Kaun Aaya Ki Nigaho Me is a song from Waqt 1965. It is sung by Asha Bhosle. Lyrics are credited to Sahir Ludhianvi. Music information: Ravi Shankar Sharma. Read the lyrics above and view the Waqt 1965 album song list for more songs and album details.