Katra Katra Udd kar Reprise Lyrics, Singer & Song Details

Apna Aasmaan 2007 album cover

Apna Aasmaan 2007 Album Details

Kaushik Roy
Leslie Lewis
Mehboob
Irrfan Khan, Shobana, Dhruv Piyush Panjnani

album songs
Katra Katra Udd kar Reprise
Singer : Sukhwinder Singh

Katra Katra Udd kar Reprise Lyrics

Song Lyrics Title = Katra Katra Udd kar
Song Lyrics Movie = Apna Asmaan 2007
Singers = Sukhwinder Singh
Song Lyricists = Mehboob Alam Kotwal
Music Composer = Leslie Lewis
Director = Kaushik Roy
Music Label = Saregama


Mp3 Song Lyrics


((Katra katra udd kar sagar badal banta hai
Luk chhup karta jugnu rasta roshan karta hai
Kar aisa kuchh yahan,
Yeh tera hai jahan chal jeet le duniya re

Katra katra udd kar sagar badal banta hai
Luk chhup karta jugnu rasta roshan karta hai
Kar aisa kuchh yahan,
Yeh tera hai jahan chal jeet le duniya re
Yeh tera hai jahan chal jeet le duniya re

O bandhu re, bund bund megha barse,
Bhar jaye dariya
Chhoti chhoti akhiya hi dikhaye yeh duniya
Chhoti chhoti akhiya hi dikhaye yeh duniya
Kar aisa kuchh yahan,
Yeh tera hai jahan chal jeet le duniya re
Kar aisa kuchh yahan,
Yeh tera hai jahan chal jeet le duniya re
O bandhu re..

Dana mile maati mein toh ped ban jaye
Chhanv bhi de, phal bhi de kaisa tan jaye
Chhanv bhi de, phal bhi de kaisa tan jaye
Kar aisa kuchh yahan,
Yeh tera hai jahan chal jeet le duniya re
Kar aisa kuchh yahan,
Yeh tera hai jahan chal jeet le duniya re
Kar aisa kuchh yahan,
Yeh tera hai jahan chal jeet le duniya re
Kar aisa kuchh yahan,
Yeh tera hai jahan chal jeet le duniya re
O bandhu re...))


Posted by : {Anamika Tyagi}

Katra Katra Udd kar Reprise Video

About Katra Katra Udd kar Reprise

Katra Katra Udd kar Reprise is a song from Apna Aasmaan 2007. It is sung by Sukhwinder Singh. Lyrics are credited to Mehboob. Music information: Leslie Lewis. Read the lyrics above and view the Apna Aasmaan 2007 album song list for more songs and album details.