Kashmakash Hai Yehi Lyrics, Singer & Song Details

Listen Amaya 2013 album cover

Listen Amaya 2013 Album Details

Avinash Kumar Singh
Indraneel Hariharan
None
Farooq Shaikh, Deepti Naval, Swara Bhaskar

album songs
Kashmakash Hai Yehi
Singer : None

Kashmakash Hai Yehi Lyrics

Song Title = Kashmakash Hai Yehi
Movie/Album = Listen Amaya 2013
Musician = Indraneel Hariharan
Director = Avinash Kumar Singh
Music Director = Indraneel Hariharan

Mp3 Song Lyrics

((Kashmakash hai yehi
Kya karoon, kya nahi
Kiski maanu yahaan
Dil kahin, mann kahin

Rishte! hansaate hain kabhi
Kabhi yeh gham ke aansu rulaate
Hmm sapne dikhaate hain kabhi
Kabhi yeh neend se hain jagaate
Chalte chalte jhonkon pe
Thehra thehra aasmaan
Oonchi oonchi lehron mein
Gehra gehra karwan
Sach hai kya jhooth kya
Kya gawaah kya yakeen

Kashmakash hai yehi
Kya karoon, kya nahi
Kiski maanu yahaan
Dil kahin, mann kahin
Kashmakash hai yehi
Kya karoon, kya nahi
Kiski maanu yahaan
Dil kahin, mann kahin
Kashmakash hai yehi
Kashmakash hai yehi
Haan Kashmakash hai yehi

Apna banaate hain kabhi
Kabhi yeh bheed mein chhod jaate
Chhod Jaate
Hmm Doori mitaate hain kabhi
Kabhi yeh dooriyaan hain badhaate
Dooriyaan
Ujle ujle aasmaan kaali kaali badliyaan
Halke halke aansu ki bhaari bhaari dastaan
Paas kya door kya
Kya gaya kya yahin

Kashmakash hai yehi
Kya karoon, kya nahi
Kiski maanu yahaan
Dil kahin, mann kahin
Kashmakash hai yehi
Kya karoon, kya nahi
Kiski maanu yahaan
Dil kahin, mann kahin
Kashmakash hai yehi
Haan Kashmakash hai yehi..))

Posted by : {Anamika Tyagi}

About Kashmakash Hai Yehi

Kashmakash Hai Yehi is a song from Listen Amaya 2013. It is sung by None. Lyrics are credited to None. Music information: Indraneel Hariharan. Read the lyrics above and view the Listen Amaya 2013 album song list for more songs and album details.