Kash Ek Din Aisa Bhi Lyrics, Singer & Song Details

Showbiz 2007 album cover

Showbiz 2007 Album Details

Raju Khan
Lalit Sen
Sayeed Quadri
Tushar Jalota, Mrinalini Sharma, Gulshan Grover, Sushant Singh

album songs
Kash Ek Din Aisa Bhi
Singer : Shaan, Shreya Ghoshal

Kash Ek Din Aisa Bhi Lyrics

Song Title = Kash Ek Din Aisa Bhi
Movie/Album = Showbiz (2007)
Singers = Shaan, Shreya Ghoshal
Song Lyricists = Sayeed Quadri
Music Composer = Lalit Pandit
Director = Raju Khan

Mp3 Song Lyrics

((Kash ek din aisa bhi aaye Waqt ka pal pal tham jaye
Saamne bas tum hi Raho aur umarr guzar jaye
ooOoo

Kkash ek din aisa bhi aaye Waqt ka pal pal tham jaaye
Pyaar ruk na paaye chaahe Saansein theher jaaye
ooOoo

Tujhe dekhkar tujhe sochkar Maine jo pal jiya tha
Use dil ke hi kisi kone meinn Bas kaid kar liya tha
Kuch aur lamhe tumse mile toh Duniya sawar jaaye
ooOoo

Mere dil ko tum churaake sanam Nazarein nahi churaana
Kisi baat par kisi mod par Mujhse na rooth jaana
Aisa na ho ke dil mera Tute aur bikhar jaaye
ooOoo

Kaash ek din aisa bhi aaye Waqt ka pal pal tham jaaye
Pyaar ruk na paaye chaaheSaansein theher jaaye
ooOoo.))

Posted By : {Anamika Tyagi}

About Kash Ek Din Aisa Bhi

Kash Ek Din Aisa Bhi is a song from Showbiz 2007. It is sung by Shaan, Shreya Ghoshal. Lyrics are credited to Sayeed Quadri. Music information: Lalit Sen. Read the lyrics above and view the Showbiz 2007 album song list for more songs and album details.