Kash Aap Hamare Hote Lyrics, Singer & Song Details

Kash Aap Hamare Hote 2003 album cover

Kash Aap Hamare Hote 2003 Album Details

Ravindra Peepat
Aadesh Shrivastav
Sameer
Juhi Babbar, Sonu Nigam

album songs
Kash Aap Hamare Hote
Singer : Sonu Nigam, Alka Yagnik

Kash Aap Hamare Hote Lyrics

Song Title = Kash Aap Hamare Hote
Movie/Album = KASH AAP HAMARE HOTE
Singer(s) = Sonu Nigam, Alka Yagnik
Music Director(s) = Aadesh Shrivastava
Lyricist(s) = Sameer

Mp3 Song Lyrics

((Aksar Tanhayi Mein
Is Dil Ne Pukara
Yeh Soch Ke Hum Ne To
Har Lamha Guzara Tha
Jaanejaan Kehna Tha Aap Se
Kash Aap Hamare Hote
Kash Aap Hamare Hote
Aksar Tanhayi Mein
Is Dil Ne Pukara
Yeh Soch Ke Hum Ne To
Har Lamha Guzara Tha
Jaanejaan Kehna Tha Aap Se
Kash Aap Hamare Hote
Kash Aap Hamare Hote

Saamne Baith Ke
Is Chehre Ka Deedar Kare
Ho Saamne Baith Ke
Is Chehre Ka Deedar Kare
Yeh Tamanna Ke
Tumhe Chaahe Tumhe Pyaar Kare
Dil Hi Dil Mein Tumko
Hum Pyaar Bahut Karte The
Yeh Bhi Sach Hai Ke
Zamane Se Bahut Darrte The
Chaahat Ki Armaan Tha Pyaas Thi
Kash Aap Hamare Hote
Kash Aap Hamare Hote

Phool Sehra Mein
Mushkilon Se Khila Karta Hai
Phool Sehra Mein
Mushkilon Se Khila Karta Hai
Aisa Mehboob
Naseebo Se Mila Karta Hai
Mil Gaye Tum Jo Hume
Ab Rabb Se Maange Kya
Ho Apni To Hai Yeh Dua
Ho Kabhi Hum Na Juda
Bechaini Kehti Thi Raat Din
Kash Aap Hamare Hote
Ho Kash Aap Hamare Hote
Aksar Tanhayi Mein
Is Dil Ne Pukara
Yeh Soch Ke Hum Ne To
Har Lamha Guzara Tha
Jaanejaan Kehna Tha Aap Se
Kash Aap Hamare Hote
Kash Aap Hamare Hote..))

Posted by : {Anamika Tyagi}

About Kash Aap Hamare Hote

Kash Aap Hamare Hote is a song from Kash Aap Hamare Hote 2003. It is sung by Sonu Nigam, Alka Yagnik. Lyrics are credited to Sameer. Music information: Aadesh Shrivastav. Read the lyrics above and view the Kash Aap Hamare Hote 2003 album song list for more songs and album details.