Karna Padega Tumhari Akal Ko Lyrics, Singer & Song Details

Duty 1986 album cover

Duty 1986 Album Details

Ravikant Nagaich
Babla Mehta
Ramesh Pant
Arun Bakshi, Rakesh Bedi, Govinda

album songs
Karna Padega Tumhari Akal Ko
Singer : Kanchan, Kirti

Karna Padega Tumhari Akal Ko Lyrics

Song Lyrics Title = Karna Padega Tumhari Akal Ko
Song Lyrics Movie = Duty (1986)
Singer = Kanchan, Kirti
Song Lyricists = Ramesh Pant
Music Composer = Babla Mehta
Director = Ravikant Nagaich
Music Label = T-Series

Mp3 Song Lyrics

((karna padega tumhari akal ko salam
karna padega tumhari akal ko salam
apne sath tum to duba dogi mera naam
karna padega tumhari akal ko salam

waise to mai tumse karta hu pyar
aata hai dil me khayal kai bar
waise to mai tumse karta hu pyar
aata hai dil me khayal kai bar
kahi na kar do tum meri zindagi haira
kahi na kar do tum meri zindagi haira
karna padega tumhari akal ko salam

tumse kuch kahna bhi hai gunah
ab na dekhna tum kabhi meri rah
tumse kuch kahna bhi hai gunah
ab na dekhna tum kabhi meri rah
hotho pe bhi maine laga liya zam
hotho pe bhi maine laga liya zam
karna padega tumhari akal ko salam

maine kiya maza vo bhi adhura
sach usko man ke tu dar gayi
maine kiya maza vo bhi adhura
sach usko man ke tu dar gayi
aaj se ban gaya mai tumhara gulam
kya samjhi
aaj se ban gaya mai tumhara gulam
karna padega tumhari akal ko salam
apne sath tum to duba dogi mera naam ..))

Posted by : {Ritu Kesharwani}

About Karna Padega Tumhari Akal Ko

Karna Padega Tumhari Akal Ko is a song from Duty 1986. It is sung by Kanchan, Kirti. Lyrics are credited to Ramesh Pant. Music information: Babla Mehta. Read the lyrics above and view the Duty 1986 album song list for more songs and album details.