Kar Na Sake Hum Pyaar Lyrics, Singer & Song Details

Kal Ki Awaz 1992 album cover

Kal Ki Awaz 1992 Album Details

Ravi Chopra
Nadeem Saifi, Shravan Rathod
Sameer
Dharmendra, Raj Babbar, Amrita Singh, Pratibha Sinha, Farida Jalal

album songs
Kar Na Sake Hum Pyaar
Singer : Asha Bhosle, Kumar Sanu

Kar Na Sake Hum Pyaar Lyrics

Song Title = Kar Na Sake Hum Pyar
Movie/Album = Kal Ki Awaz (1992)
Singers = Asha Bhosle, Kumar Sanu
Music Director(s) = Nadeem-Shravan
Lyricist(s) = Sameer

Mp3 Song Lyrics

((Kar na sake hum pyar ka sauda kimat hi kuch aisi thi
Kar na sake hum pyar ka sauda kimat hi kuch aisi thi
Jeeti baazi haar gaye haa
Jeeti baazi haar gaye haa kismat hi kuch aisi thi

Kar na sake hum pyar ka sauda kimat hi kuch aisi thi
Jeeti baazi haar gaye hum
Jeeti baazi haar gaye hum kismat hi kuch aisi thi
Kar na sake hum pyar ka sauda kimat hi kuch aisi thi

Koi naa samjhe koi naa jaane kaisi ye mazboori hai
Paas hai ek dujhe ke kitne phir bhi kitani doori hai
Aankho mai aansu ke hai katre
Hothon pai khamoshi hai
Hasna sake hum rona na sake hum halat hi kuch aisi thi
Hasna sake hum rona na sake hum halat hi kuch aisi thi
Jeeti baazi haar gaye
Jeeti baazi haar gaye hum kismat hi kuch aisi thi
Kar na sake hum pyar ka sauda kimat hi kuch aisi thi

Ek taraf hai pyaar ka daman ek taraf hai farz hai mera
Soch raha hu kise chukau ye zindagani karz tera
Dekho zara kis mode pe laye ye zaleem halat hame
Hamko na mili na tumko mili woh chahat hi kuch aisi thai
Hamko na mili na tumko mili woh chahat hi kuch aisi thai
Jeeti baazi haar gaye haa
Jeeti baazi haar gaye haa kismat hi kuch aisi thi
Kar na sake hum pyar ka sauda kimat hi kuch aisi thi

Jeeti baazi haar gaye hum
Jeeti baazi haar gaye hum kismat hi kuch aisi thi
Kar na sake hum pyar ka sauda kimat hi kuch aisi thi
Kimat hi kuch aisi thi......))

Posted by : {Anamika Tyagi}

About Kar Na Sake Hum Pyaar

Kar Na Sake Hum Pyaar is a song from Kal Ki Awaz 1992. It is sung by Asha Bhosle, Kumar Sanu. Lyrics are credited to Sameer. Music information: Nadeem Saifi, Shravan Rathod. Read the lyrics above and view the Kal Ki Awaz 1992 album song list for more songs and album details.