Kar Doon Kamal Lyrics, Singer & Song Details

Mujhse Shaadi Karogi 2004 album cover

Mujhse Shaadi Karogi 2004 Album Details

David Dhawan
Himesh Reshammiya
Arun Bhairav
Salman Khan, Akshay Kumar, Priyanka Chopra

album songs
Kar Doon Kamal
Singer : Sukhwinder Singh, Sunidhi

Kar Doon Kamal Lyrics

Song Title = Kar Doon Kamal
Movie/Album = Mujhse Shaadi Karogi (2004)
Singers = Sukhwinder Singh, Sunidhi Chauhan
Song Lyricists = Arun Bhairav, Jalees Sherwani
Music Composer = Himesh Reshammiya,
Sajid Ali, Wajid Ali
Director = David Dhawan

Mp3 Song Lyrics

((Kar doon kamaal tere naal soniye
O kar doon kamaal tere naal soniye, naal soniye
Taal se mila le jo tu taal soniye, taal soniye

Mujhe paayega kahan, mere peechhe hai jahaan
Mujhe paayega kahan, mere peechhe hai jahaan

Tujhe dekha to main ho gaya behaal soniye
O behaal soniye
Arre dekh le tu munde da kamaal soniye, kamaal

soniye
O meri baahon mein tu aa jaa, tujhe pyaar sikha

doon
Mere dil mein utar jaa, tujhe jaan bana doon

Haan, meri khud se hai jang, meri kurti hai tang
Meri khud se hai jang, meri kurti hai tang

Poora kar de tu dil ka sawaal soniye
Haan sawaal soniye
Arre dekh le tu munde da kamaal soniye
Main deewaana hoon deewaana, mujhe kuch na

khabar hai
Mujhe honton se pila de tera jitna zehar hai

Haan, mere roop ka hai jaal, mera roop bemisaal
Mere roop ka hai jaal, mera roop bemisaal

Tujhe paake main ho jaawaanga nihaal soniye
Nihaal soniye
Arre dekh le tu munde da kamaal soniye, kamaal

soniye
Kar doon kamaal tere naal soniye, naal soniye
Taal se mila le jo tu taal soniye, taal soniye

Mujhe paayega kahan, mere peechhe hai jahaan
Mujhe paayega kahan, mere peechhe hai jahaan

Tujhe dekha to main ho gaya behaal soniye

Behaal soniye

Arre dekh le tu munde da kamaal soniye))...))

Posted by : {Ritu Kesharwani}

About Kar Doon Kamal

Kar Doon Kamal is a song from Mujhse Shaadi Karogi 2004. It is sung by Sukhwinder Singh, Sunidhi. Lyrics are credited to Arun Bhairav. Music information: Himesh Reshammiya. Read the lyrics above and view the Mujhse Shaadi Karogi 2004 album song list for more songs and album details.