Kanon Mein Kahne Wali Hai Lyrics, Singer & Song Details

Numbri Aadmi 1991 album cover

Numbri Aadmi 1991 Album Details

Swaroop Kumar
Bappi Lahiri
Verma Malik
Mithun Chakraborty, Sangeeta Bijlani, Kimi Katkar, Sonu Walia, Amrish Puri

album songs
Kanon Mein Kahne Wali Hai
Singer : Amit Kumar, Kavita

Kanon Mein Kahne Wali Hai Lyrics

Song Title = Kanon Me Kahne Wali Hai Jo
Movie/album = Numbri Aadmi (1991)
Singers = Amit Kumar, Kavita Krishnamurthy
Song Lyricists = Verma Malik
Music Composer = Bappi Lahiri
Director = Swaroop Kumar

Mp3 Song Lyrics

((Kano mein kahne wali hai jo
Kaise main keh du khul ke wo baat
Sajana sajana
Dekha hai meine koi sapna
Kaise kahu kaise kahu
Kahe bina kaise rahu

Kano mein kahne wali hai jo
Dil mein chhupa le dil ki wo baat
Sajana sajana
Dekha hai meine koi sapna
Kaise kahu kaise kahu
Kahe bina kaise rahu
Kano mein kahne wali hai jo
Dil mein chhupa le dil ki wo baat

Aankhon aankhon mein
Boli sau baar main
Tu na samajhe kaise
Karu ikraar main
Laakh jatan kar ke
Ab to gayi haar main
Been bole jo pyar yeh samajhe
Hoga koi deewana
Sajana sajana
Mana hai maine tujhe apna
Main jo chahu to wo jaane
Baate meri kyu na mane
Kano mein kahne wali hai jo
Dil mein chhupa le dil ki wo baat

Aaye chhaye barse sawan jhum ke
Pyasi papati jalti dhalti chhum ke
Ho main tarsu tere aage pichhe jhum ke
Sawan barse tu kyu tarse
Khul ke zara samajhana
Sajana sajana
Muskil hai dur rehna
Tan chali mann chali
Dil pe na bas chali
Baaho mein aake lag ja gale se
Khul ke bata de dil ki wo baat
Kano mein kahne wali hai jo
Kaise main keh du khul ke wo baat
Aa re aaja na
Na baba na na na
Aa re aaja na
Na baba na na na....))

Posted by : {Anamika Tyagi}

About Kanon Mein Kahne Wali Hai

Kanon Mein Kahne Wali Hai is a song from Numbri Aadmi 1991. It is sung by Amit Kumar, Kavita. Lyrics are credited to Verma Malik. Music information: Bappi Lahiri. Read the lyrics above and view the Numbri Aadmi 1991 album song list for more songs and album details.