Kankariya Maar Ke Jagaaya Lyrics, Singer & Song Details

Himalay Ki Godmein 1965 album cover

Himalay Ki Godmein 1965 Album Details

Vijay Bhatt
Anandji, Kalyanji
Anand Bakshi
Mala Sinha, Manoj Kumar, Shashikala

album songs
Kankariya Maar Ke Jagaaya
Singer : Lata Mangeshkar

Kankariya Maar Ke Jagaaya Lyrics

Song Title = Kankariya Maar Ke Jagaaya
Song Lyrics Movie = Himalay Ki God Mein
Singers = Lata Mangeshkar
Song Lyricists = Anand Bakshi
Music Composer = Anandji Virji Shah, Kalyanji Virji Shah
Director = Vijay Bhatt

Mp3 Song Lyrics

((kankariya maar ke jagaaya
kal tu mere sapne mein aaya
baalma tu bada wo hai
zaalma tu bada wo hai

ho kankariya maar ke jagaaya
kal tu mere sapne me aaya
baalma tu bada wo hai
zaalma tu bada wo hai

soyi thi main
kahin khoyi thi main
neend tooti meri to
bada royi thi main
ho soyi thi main
kahin khoyi thi main
neend tooti meri to
bada royi thi main

mere rone pe
mere rone pe tu muskuraaya
baalma tu bada wo hai
zaalima tu bada wo hai

ho kankariya maar ke jagaaya
kal tu mere sapne me aaya
baalma tu bada wo hai
zaalma tu bada wo hai

ho poocha agar
tu kaahe aaya idhar
bola anjaan raahi
bhool gaya dagar

ho poocha agar
tu kaahe aaya idhar
bola anjaan raahi
bhool gaya dagar

khoob tune
khoob tune bahaana banaaya
baalma tu bada wo hai
zaalima tu bada wo hai

ho kankariya maar ke jagaaya
kal tu mere sapne me aaya
baalma tu bada wo hai
zaalma tu bada wo hai..))

Posted by : {Anamika Tyagi}

About Kankariya Maar Ke Jagaaya

Kankariya Maar Ke Jagaaya is a song from Himalay Ki Godmein 1965. It is sung by Lata Mangeshkar. Lyrics are credited to Anand Bakshi. Music information: Anandji, Kalyanji. Read the lyrics above and view the Himalay Ki Godmein 1965 album song list for more songs and album details.