Kangna Pahna Main Ne Lyrics, Singer & Song Details

Khoon Aur Paani 1981 album cover

Khoon Aur Paani 1981 Album Details

Chand
Laxmikant, Pyarelal
Majrooh Sultanpuri
Feroz Khan, Jeetendra, Rekha

album songs
Kangna Pahna Main Ne
Singer : Lata Mangeshkar

Kangna Pahna Main Ne Lyrics

Song Title = Kangna Pahna Main Ne
Movie/album = Khoon Aur Paani (1981)
Singers = Lata Mangeshkar
Song Lyricists = Majrooh Sultanpuri
Music Director = Laxmikant Pyarelal
Director = Chand

Mp3 Song Lyrics

((Kangana pahena maine ghunghru wala
Kangana pahena maine ghunghru wala
Are re diya kisi ne lake diya
Maine pahen liya
Chori to nahi ki daka to nahi dala
Chori to nahi ki daka to nahi dala dala
Kangana pahena maine ghunghru wala
Kangana pahena maine ghunghru wala

Payal hai pag mein to kajal tirchi nazar mein
Upar se sone ki ek zanjir kamar mein
Payal hai pag mein to kajal tirchi nazar mein
Upar se sone ki ek zanjir kamar mein
Ab ghunghru bajake zara chand dikhlake
Main aayi to gazab kya kiya
Chori to nahi ki daka to nahi dala
Chori to nahi ki daka to nahi dala dala
Kangana pahena maine ghunghru wala
Kangana pahena maine ghunghru wala

Aisa kya har koi thame kalai meri
Lakho ka mol kare ek angdayi meri
Aisa kya har koi thame kalai meri
Lakho ka mol kare ek angdayi meri
Jag mera matwala maine aisa jadu dala
Jadu dala to sitam kya kiya
Chori to nahi ki daka to nahi dala
Chori to nahi ki daka to nahi dala dala
Kangana pahena maine ghunghru wala
Kangana pahena maine ghunghru wala

Dil mera jisne liya hai wo koi ek chhaila
Albela dikhta hai bhari mehfil mein akela
Dil mera jisne liya hai wo koi ek chhaila
Albela dikhta hai bhari mehfil mein akela
Bana mera hamjoli main bhi kuch nahi boli
Nahi boli to julm kya kiya
Kangana pahena maine ghunghru wala
Kangana pahena maine ghunghru wala
Are re diya kisi ne lake diya
Maine pahen liya
Chori to nahi ki daka to nahi dala
Chori to nahi ki daka to nahi dala dala
Kangana pahena maine ghunghru wala...))

Posted by : {Ritu Kesharwani}

About Kangna Pahna Main Ne

Kangna Pahna Main Ne is a song from Khoon Aur Paani 1981. It is sung by Lata Mangeshkar. Lyrics are credited to Majrooh Sultanpuri. Music information: Laxmikant, Pyarelal. Read the lyrics above and view the Khoon Aur Paani 1981 album song list for more songs and album details.