Kameez Meri Kali Lyrics, Singer & Song Details

Jeevan Yudh 1997 album cover

Jeevan Yudh 1997 Album Details

Partho Ghosh
Nadeem Saifi, Shravan Rathod
Sameer
Mithun Chakraborty, Jaya Prada, Atul Agnihotri, Mamta Kulkarni, Shakti Kapoor, M

album songs
Kameez Meri Kali
Singer : Ila Arun, Kavita Krishnamurthy

Kameez Meri Kali Lyrics

Song Title = Kamiz Meri Kali
Song Lyrics Movie = Jeevan Yudh (1997)
Singers = Ila Arun, Kavita Krishnamurthy
Song Lyricists = Sameer
Music Composer = Nadeem Saifi, Shravan Rathod
Director = Partho Ghosh
Music Label = Pen Music

Mp3 Song Lyrics

((Kameez meri kaali
Hazaaro phulo wali
Kameez meri kaali
Hazaaro phulo wali
Jo bhi kare mujhse bair
Rabba uski nahi khair
Jo bhi kare mujhse bair
Rabba uski nahi khair
Mujhe chadi gayi to
Dungi tujhe gaali
Ha kameez meri
Kameez meri kaali
Hazaaro phulo wali
Kameez meri kaali
Hazaaro phulo wali

Kaisa batan hai kaisi jhari hai
Yeh kameez hai ke jadugari hai
Kaisa batan hai kaisi jhari hai
Yeh kameez hai ke jadugari hai
Tute sitare iss mein lage chand
Ruthe yaar ko karle raja mand
Tauba tauba hai kamal
Degi duniya bhi misaal
Sabse nyari yeh to sabse niraali
Kameez teri
Kameez teri kaali
Hazaaro phulo wali
Kameez teri kaali
Hazaaro phulo wali

Rab ne banaya mujhko nirala
Aadha andhera aadha ujhala
Rab ne banaya mujhko nirala
Aadha andhera aadha ujhala
Are na main idhar ka
na main udhar ka
Dard na jaane koi jigar ka
Upar wale ki main bhul
Mujh mein patti hai na phul
Main to sukhe ped ki hu koi daali
Kameez meri
Kameez meri kaali
Hazaaro phulo wali
Kameez meri kaali
Hazaaro phulo wali
Jo bhi kare mujhse bair
Rabba uski nahi khair
Mujhe chadi gayi to
Dungi tujhe gaali
Kameez meri kaali
Hazaaro phulo wali
Kameez meri kaali
Hazaaro phulo wali
Kameez teri kaali
Hazaaro phulo wali
Kameez teri kaali
Hazaaro phulo wali....))

Posted by : { Anamika Tyagi }

About Kameez Meri Kali

Kameez Meri Kali is a song from Jeevan Yudh 1997. It is sung by Ila Arun, Kavita Krishnamurthy. Lyrics are credited to Sameer. Music information: Nadeem Saifi, Shravan Rathod. Read the lyrics above and view the Jeevan Yudh 1997 album song list for more songs and album details.