Kambakth Ishq Hai Lyrics, Singer & Song Details

Pyaar Tune Kya Kiya 2001 album cover

Pyaar Tune Kya Kiya 2001 Album Details

Rajat Mukherjee
Sandeep Chowta
Nitin Raikwar
Fardeen Khan, Urmila Matondkar, Sonali Kulkarni

album songs
Kambakth Ishq Hai
Singer : Asha Bhosle, Sonu Nigam

Kambakth Ishq Hai Lyrics

Song Title = Kambakth Ishq Hai
Movie/album = Pyaar Tune Kya Kiya... (2001)
Singers = Asha Bhosle, Sonu Nigam, Sukhwinder Singh
Song Lyricists = Nitin Raikwar
Music Director = Sandeep Chowta
Director = Rajat Mukherjee

Mp3 Song Lyrics

((Kambakht ishq hai jo sara jahan hai woh
Kab aata hai kab jaata hai
Par rehta hai jab tak yeh kambakht jannat dikhata hai
Kambakht ishq hai jo sara jahan hai woh
Kab aata hai kab jaata hai
Par rehta hai jab tak yeh kambakht jannat dikhata hai
Kambakht ishq hai jo sara jahan hai woh
Kab aata hai kab jaata hai
Par rehta hai jab tak yeh kambakht jannat dikhata hai

Yeh ishq ishq himmat hai yeh ishq ishq kismat hai
Yeh ishq ishq taaqat hai yeh ishq dil ki daulat hai
Yeh ishq ishq himmat hai yeh ishq ishq kismat hai
Yeh ishq ishq taaqat hai yeh ishq dil ki daulat hai
Yeh ishq na mit paayega tu ishq mein mit jaayega
Hai ishq mein mitna aisa koi naya janam ho jaisa
Kambakht ishq hai jo sara jahan hai woh
Tadpaata hai woh tarsaata hai
Par rehta hai jab tak yeh kambakht jannat dikhata hai

Dil dil mein basa hai aise patthar pe lakeeren jaise
Is se bachna hai mushkil bachna chaahe to kaise
Dil dil mein basa hai aise patthar pe lakeeren jaise
Is se bachna hai mushkil bachna chaahe to kaise
Saalo se yahan rehta hai har koi ise karta hai
Ise chupana hai mushkil is mein na koyee parda hai
Kambakht ishq hai jo sara jahan hai woh
Kab aata hai kab jaata hai
Par rehta hai jab tak yeh kambakht jannat dikhata hai
Kambakht ishq hai jo sara jahan hai woh
Kab aata hai kab jaata hai
Par rehta hai jab tak yeh kambakht jannat dikhata hai
Jaata hai re..))

Posted by : {Anamika Tyagi}

About Kambakth Ishq Hai

Kambakth Ishq Hai is a song from Pyaar Tune Kya Kiya 2001. It is sung by Asha Bhosle, Sonu Nigam. Lyrics are credited to Nitin Raikwar. Music information: Sandeep Chowta. Read the lyrics above and view the Pyaar Tune Kya Kiya 2001 album song list for more songs and album details.