Kali Ghata Chhaye Lyrics, Singer & Song Details

Sujata 1960 album cover

Sujata 1960 Album Details

Bimal Roy
Snehal Bhatkar
Majrooh Sultanpuri
Nutan, Sunil Dutt, Lalita Pawar

album songs
Kali Ghata Chhaye
Singer : Asha Bhosle

Kali Ghata Chhaye Lyrics

Song Title =Kali Ghata Chhaye
Movie/album =Sujata (1960)
Singers = Asha Bhosle
Song Lyricists = Majrooh Sultanpuri
Music Director = Sachin Dev Burman
Director = Bimal Roy

Mp3 Song Lyrics

((Hmm hmm hmm
Hmm hmm hmm hmm
Aaa aaa aaa aaa
Aaa aaa aaa aaa
Aise mein kahin koyi mil jaaye

Aa aa
Kaali ghata chhaaye
Mora jiya tarsaaye
Kaali ghata chhaaye
Mora jiya tarsaaye
Aise mein kahin
Koyi mil jaaye re
Kaali ghata chhaaye
Mora jiya tarsaaye
Aise mein kahin koyi mil jaaye
Bolo kisi ka to kya jaaye re
Kya jaaye re
Kya jaaye
Kaali ghata chhaaye mora jiya tarsaaye

Hoon main kitni akeli
Wo yeh jaante
Mere be rang jeewan ko
Pehchaante
Hoon main kitni akeli
Wo yeh jaante
Mere be rang jeewan ko
Pehchaante
Mere haathon ko thaame
Hanse aur hansaaye
Mera dukh bhulaaye
Kisi ka kya jaaye
Kaali ghata chhaaye
Mora jiya tarsaaye

Yoonhi bagiyan mein doloon
Main khoyi huyi
Na to jaagi huyi si
Na soyee huyi
Yoonhi bagiyan mein doloon
Main khoyi huyi
Na to jaagi huyi si
Na soyee huyi
Mere baalon mein
Koyi dheere se aaye
Kaliyaan sajaaye
Kisi ka kya jaaye
Kaali ghata chhaaye
Mora jiya tarsaaye

Us ki raahen takoon
Talmalaati phiroon
Har aahat pe naina
Bichhaati phiroon
Us ki raahen takoon
Talmalaati phiroon
Har aahat pe naina
Bichhaati phiroon
Wo jo aayega
Karoon na kyun
Aas dilaaye
Meraa tan basaaye
Kisi ka kya jaaye
Kaali ghata chhaaye
Mora jiya tarsaaye
Aise mein kahin koyi mil jaaye re
Kaali ghata chhaaye mora jiya tarsaaye
Aise mein kahin koyi mil jaaye
Bolo kisi ka kya jaaye re
Kya jaaye re
Kya jaaye
Kaali ghata chhaaye
Mora jiya tarsaaye.))

Posted By : {Anamika Tyagi}

About Kali Ghata Chhaye

Kali Ghata Chhaye is a song from Sujata 1960. It is sung by Asha Bhosle. Lyrics are credited to Majrooh Sultanpuri. Music information: Snehal Bhatkar. Read the lyrics above and view the Sujata 1960 album song list for more songs and album details.