Kal Raat Sapne Mein Lyrics, Singer & Song Details

Udaan 1997 album cover

Udaan 1997 Album Details

Asrani
Anand, Milind Shrivastav
Sameer
Rekha, Saif Ali Khan, Prem Chopra, Madhoo

album songs
Kal Raat Sapne Mein
Singer : Alka Yagnik, Kumar Sanu

Kal Raat Sapne Mein Lyrics

Song Title = Kal Raat Sapne Mein
Movie/Album = Udan (1997)
Singer(s) = Alka Yagnik, Kumar Sanu
Music By = Anand Shrivastav, Milind Shrivastav
Lyricist(s) = Sameer

Mp3 Song Lyrics

((Kal raat sapne me
Ek ladki aayi thi) - (2)
Tum jaise ghabhrati ho - 2
Waise ghabhrai thi
(Kal raat sapne me
Ek ladka aaya tha) - (2)
Tum jaise sharmate ho - 2
Waise sharmaya tha
Kal raat sapne me
Ek ladki aayi thi
Kal raat sapne me
Ek ladka aaya thaa

Uske seene se reshm ka
Laal dupatta dhalka
Pyar ka dard utha meri
Dhadkan me halka halka
Aise mushkuraya mujhe dekha kar
Le gaya mera dil jigar
Lagan lagali yaar se
Hari mai to hari dildar se
Uske bin mujhko to
Bhaye ab koi rang na
Kal raat sapne me
Ek ladka aaya tha
Tum jaise sharmate ho - 2
Waise sharmaya tha
Kal raat sapne me
Ek ladki aayi thi
Kal raat sapne me
Ek ladka aaya tha

(Tum kitne naadan ho
Tumne itana bhi na jana
Woh ladka koi aur nahi
Tum ho jane jana) - (2)
Rabba mere rabba kya khub hai
Kitna hasin mehbub hai
Chahat hai arman hai
Dilbar hai meri jaan hai
Daman jo pakda hai
Chhodungi kabhi bhi sang na
Kal raat sapne me
Ek ladki aayi thi
Tum jaise ghabhrati ho - 2
Waise ghabhrai thi

Kal raat sapne me
Ek ladka aaya tha
Tum jaise sharmate ho - 2
Waise sharmaya tha))

Posted by : {Anamika Tyagi}

About Kal Raat Sapne Mein

Kal Raat Sapne Mein is a song from Udaan 1997. It is sung by Alka Yagnik, Kumar Sanu. Lyrics are credited to Sameer. Music information: Anand, Milind Shrivastav. Read the lyrics above and view the Udaan 1997 album song list for more songs and album details.