Kal Ko Bhulana Hasna Hasana Lyrics, Singer & Song Details

Shahrukh Bola Khoobsurat Hai Tu 2010 album cover

Shahrukh Bola Khoobsurat Hai Tu 2010 Album Details

Makrand Deshpande
Vasuda Sharma
Vasuda Sharma
Pritika Chawla, Nagesh Bhonsle, Choyoti Ghosh, Makrand Deshpande, Sanjay Dadheec

album songs
Kal Ko Bhulana Hasna Hasana
Singer : Shankar Mahadevan

Kal Ko Bhulana Hasna Hasana Lyrics

Song Title = Kal Ko Bhulana Hasna Hasana
Movie/Album = Shahrukh Bola Khoosurat Hai Tu (2010)
Singers = Shankar Mahadevan
Song Lyricists = Vasuda Sharma
Music Composer = Vasuda Sharma
Director = Makrand Deshpande

Mp3 Songs Lyrics

((Dhinak dhin, dhinak dhin dhinak hin
Do pal ki ye jindagi hai meri jaan jeelo isko
Jane kal aye na aye meri jaa jeelo har pal ko
Khusi ke sath gam bhi jude hai kre kya
O gamo ko gale laga lo or apna lo meri jane jaa
Aj jo nasha hai, kal ko bhulana, hasna hasana
Gam ko bhulana, hasna hasana
Kal ko bhulana, hasna hasana
Gam ko bhulana, hasna hasana

O ek din to marna hi hai meri jaa
Ham sabhi ko jeene ki mohlat milti hai meri jaa har kisi ko
Jee nahi pata hai har koi kare kya
To chalo ham inhe batade jeena sikhade jane jaa
Aj jo nasha hai, kal ko bhulana, hasna hasana
Gam ko bhulana, hasna hasana
Kal ko bhulana, hasna hasana
Gam ko bhulana, hasna hasana

Pairo ke neeche jamee lekin najar asmaa par
Apne hi hatho se kismat likhe
Badlo par sitaro ki hi tarah kash mile
Ham khusi se jhilmilaye or muskuraye jane jaa
Aj jo nasha hai, kal ko bhulana, hasna hasana
Gam ko bhulana, hasna hasana aj
Kal ko bhulana, hasna hasana aj
Gam ko bhulana, hasna hasana aj.))

Posted by : {Ritu Kesharwani}

About Kal Ko Bhulana Hasna Hasana

Kal Ko Bhulana Hasna Hasana is a song from Shahrukh Bola Khoobsurat Hai Tu 2010. It is sung by Shankar Mahadevan. Lyrics are credited to Vasuda Sharma. Music information: Vasuda Sharma. Read the lyrics above and view the Shahrukh Bola Khoobsurat Hai Tu 2010 album song list for more songs and album details.