Kal Ki Na Karo Baat Lyrics, Singer & Song Details

Jangal Mein Mangal 1972 album cover

Jangal Mein Mangal 1972 Album Details

Rajendra Bhatia
Jaikishan, Shankar
Hasrat Jaipuri, Neeraj
Kiran Kumar, Reena Roy, Sonia Sahni

album songs
Kal Ki Na Karo Baat
Singer : Kishore Kumar

Kal Ki Na Karo Baat Lyrics

Song Title = Kal Ki Na Karo Baat
Movie/album = Jangal Mein Mangal (1972)
Singers = Kishore Kumar
Song Lyricists = Hasrat Jaipuri, Neeraj
Music Director = Jaikishanl, Shankar
Director = Rajendra Bhatia
Music Label = Saregama

Mp3 Song Lyrics

((Kal ki na karo bat are bat karo aaj ki
Kal ki na karo bat are bat karo aaj ki
Kal ki na karo bat bat karo aaj ki
Kal ki na karo bat bat karo aaj ki
Ye jindagi to jhum ke gane ke liye hai
Gane ke liye hai
Kal ki na karo bat bat karo aaj ki
Ye jindagi to jhum ke gane ke liye hai
Gane ke liye hai

Jiwan ke ye din char bade pyar se gujre
Ikrar se gujre kabhi takrar se gujre
Jiwan ke ye din char bade pyar se gujre
Ikrar se gujre kabhi takrar se gujre
Or inki aag dil me basane ke liye hai
Basane ke liye hai
Kal ki na karo bat bat karo aaj ki
Ye jindagi to jhum ke gane ke liye hai
Gane ke liye hai

Is rat ki subah na ho
Ye apni dua hai
Chhaya hua har dil par
Mohabbat ka nasha hai
Is rat ki subah na ho
Ye apni dua hai
Chhaya hua har dil par
Mohabbat ka nasha hai
Ye rat sari rat jagane ke liye hai
Jagane ke liye
Kal ki na karo bat bat karo aaj ki
Ye jindagi to jhum ke gane ke liye hai
Gane ke liye hai
Gane ke liye hai...))

Posted by : { Anamika Tyagi }

About Kal Ki Na Karo Baat

Kal Ki Na Karo Baat is a song from Jangal Mein Mangal 1972. It is sung by Kishore Kumar. Lyrics are credited to Hasrat Jaipuri, Neeraj. Music information: Jaikishan, Shankar. Read the lyrics above and view the Jangal Mein Mangal 1972 album song list for more songs and album details.