Kal Chaman Tha Aaj Ek Lyrics, Singer & Song Details

Khandan 1965 album cover

Khandan 1965 Album Details

A. Bhimsingh
Ravi Shankar Sharma
Rajendra Krishan
Sunil Dutt, Nutan, Om Prakash

album songs
Kal Chaman Tha Aaj Ek
Singer : Mohammed Rafi

Kal Chaman Tha Aaj Ek Lyrics

Song Title = Kal Chaman Tha Aaj Ek
Movie/Album = Khandan (1965)
Singer(s) = Mohammed Rafi
Song Lyricists = Rajendra Krishan
Music Composer = Ravi Shankar Sharma
Director = A. Bhimsingh
Music Label = Saregama

Mp3 Song Lyric

((mujhe jab jab bahaaron ka jamaana yaad aayega
kahin aapna bhi tha ek aashiyaana yaad aayega
(kal chaman tha aaj ek sehra huwa
dekhate hi dekhate yeh kya huwa) - (2)
kal chaman tha

mujhko barbaadi ka koyi ghum nahi - (2)
ghum hai barbaadi kyun charcha huwa
kal chaman tha aaj ek sehra huwa
dekhate hi dekhate yeh kya huwa, kal chaman tha

ek chhota sa tha mera aashiyaa - (2)
aaj tinake se alag tinaka huwa
kal chaman tha aaj ek sehra huwa
dekhate hi dekhate yeh kya huwa, kal chaman tha

sochata hu apane ghar ko dekh kar - (2)
ho na ho yeh hai mera dekha huwa
kal chaman tha aaj ek sehra huwa
dekhate hi dekhate yeh kya huwa, kal chaman tha

dekhane waalo ne dekha hai dhunwa - (2)
kisane dekha dil mera jalata huwa
kal chaman tha aaj ek sehra huwa
dekhate hi dekhate yeh kya huwa, kal chaman tha..))

Posted by : {Anamika Tyagi}

About Kal Chaman Tha Aaj Ek

Kal Chaman Tha Aaj Ek is a song from Khandan 1965. It is sung by Mohammed Rafi. Lyrics are credited to Rajendra Krishan. Music information: Ravi Shankar Sharma. Read the lyrics above and view the Khandan 1965 album song list for more songs and album details.