Kaisi Haseen Aaj Bahaaron Lyrics, Singer & Song Details

Aadmi 1968 album cover

Aadmi 1968 Album Details

A Bhimsingh
Naushad Ali
Shakeel Badayuni
Dilip Kumar Manoj Kumar Waheeda Rehman

album songs
Kaisi Haseen Aaj Bahaaron
Singer : Mohammad Rafi, Talat Mehmood

Kaisi Haseen Aaj Bahaaron Lyrics

Song Mp3 Song Lyrics = Kaisi Haseen Aaj Bahaaro Ki Raat Hai
Song Mp3 Song Lyrics Movie or Album = Aadmi (1968)
Singer(s) = Mohammad Rafi, Talat Mehmood
Music Director(s) = Naushad
Lyricist(s) = Shakeel Badayuni


Mp3 Song Lyrics


kaisi haseen aaj bahaaro ki raat hai
ek chaand aasmaan pe hai, ek mere saath hai
o dene waale tune to koyi kamee na kee
abb kisko kya mila, yeh muqaddar ki baat hai

chhaaya hai husno ishq pe ek range bekhudi - (2)
aate hai jindagi mein yeh aalam kabhi kabhi
har ghum ko bhul jaao, khushi ki baaraat hai
ek chaand aasmaan pe hai, ek mere saath hai

aayi hai woh bahaar ke nagame ubal pade
aisi khushi mili hai ke aansoo nikal pade
honto pe hai duwaaye, magar dil pe haath hai
abb kisko kya mila, yeh muqaddar ki baat hai

masti simat ke pyaar ke gulshan mein aa gayi - (2)
meri khushi bhi aapke daaman mein aa gayi
bhavra kali se dur nahi, saath saath hai
abb kisko kya mila, yeh muqaddar ki baat hai
kaisi haseen aaj bahaaro ki raat hai
ek chaand aasmaan pe hai, ek mere saath hai...


Posted by : {Anamika Tyagi}

Kaisi Haseen Aaj Bahaaron Video

About Kaisi Haseen Aaj Bahaaron

Kaisi Haseen Aaj Bahaaron is a song from Aadmi 1968. It is sung by Mohammad Rafi, Talat Mehmood. Lyrics are credited to Shakeel Badayuni. Music information: Naushad Ali. Read the lyrics above and view the Aadmi 1968 album song list for more songs and album details.